Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hain
Chamak Raha Hain Par Mere Path Ka Mitta Nahi Andhera
Kahan Hain Savera
Mose Mamta Puchhe Re
Mose Mamta Puchhe Re
Ankhiyo Ka Tara Raaj Dulara
Laal Kahan Hain Tera
Kahan Hain Savera
Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hain
Tujhe Kit Dhundhu Kahan Paau
Kab Tak Man Ko Samjhau
Tujhe Kit Dhundhu Kahan Paau
Kab Tak Man Ko Samjhau
Dar Laage Mujhe Bin Dekhe Tujhe Duniya Se Chali Na Jaau
Dar Laage Mujhe Bin Dekhe Tujhe Duniya Se Chali Na Jaau
Kitne Din Beete Re
Kitne Din Beete Re
Barso Se Hain Is Jivan Me Raat Hi Raat Ka Dera
Kahan Hain Savera
Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hain
Main To Naam Ki Maa Kahlayi
Kisi Kaam Tere Na Aayi
Main To Naam Ki Maa Kahlayi
Kisi Kaam Tere Na Aayi
Jis Dudh Pe Tha Adhikar Tera
Wo Bhi To Pila Na Payi
Kuch Sukha Aanchal Me
Kuch Sukha Aanchal Me
Kuch Ashuvan Ki Dhar Me Bah Gaya
Dudh O Bete Mera
Kahan Hain Savera
Mose Mamta Puchhe Re
Mose Mamta Puchhe Re
Ankhiyo Ka Tara Raaj Dulara
Laal Kahan Hain Tera
Kahan Hain Savera
Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hain
Ye Kaisa Suraj Hai Song Lyrics from the movie/album Solah Shukrawar released in the year 2018. The song Ye Kaisa Suraj Hai was sung by Chandrani Mukherjee. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain
Share your thoughts