Ye Jee Chahata Hai Kisi Din Mai Teri
Nigaho Ki Kari Udhasi Chura Lu
Agar Ho Ijajat Agar Ho Inayat
Tere Gam Ko Mai Apni Kismat Bana Lu
Ye Jee Chahata Hai
Kidhar Ja Raha Hai Mohabbat Ke Rahi
Kidhar Ja Raha Hai Mohabbat Ke Rahi
Idhar Dekh Manjil Teri Mera Dil Hai
Idhar Dekh Manjil Teri Mera Dil Hai
Tujhe Ka Khabar Hai Ye Dil Tera Ghar Hai
Tu Chahe To Is Dil Me Tujhko Chupa Lu
Ye Jee Chahata Hai
Ajab Ye Safar Hai Teri Jindagi Ka
Ajab Ye Safar Hai Teri Jindagi Ka
Ke Hai Har Kadam Par Andhera Andhera
Ke Hai Har Kadam Par Andhera Andhera
Jo Teri Khushi Ho To Raho Me Teri
Amar Deep Mai Apne Dil Ka Jala Lu
Ye Jee Chahata Hai Kisi Din Mai Teri
Nigaho Ki Kari Udhasi Chura Lu
Ye Jee Chahata Hai
Ye Jee Chahta Hai Kisi Din Song Lyrics from the movie/album Amar Deep released in the year 2019 starring Dev Anand, Vyjayantimala. The song Ye Jee Chahta Hai Kisi Din was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Chitalkar Ramchandra. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts