Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain Song Lyrics from the movie/album Ghazals (Album) released in the year 2018. The song Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain was sung by Ghulam Ali. The lyrics were Penned by Ibn-E-Insha

Ye Baaten Jhuthi Baaten Hain Lyrics

??ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Baate
Ye Baate
Ye Baate
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Tum Insa Ji Ka Naam Na Lo
Tum Insa Ji Ka Naam Na Lo
Kya Insa Ji Saudai Hai
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain

Hai Laakho Rog Zamaane Me
Kyo Ishq Hai Ruswa Bechara
Hai Laakho Rog Zamaane Me
Kyo Ishq Hai Ruswa Bechara
Hai Aur Bhi Wajahe Wahshat Ki
Insan Ko Rakhti Dukhiyara
Han Bekal Bekal Rahta Hai
Wo Preet Me Jisne Dil Hara
Par Shaam Se Lekar Subho Talak
Yun Kaun Fire Hai Aawara
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Ye Baate
Ye Baate

Gar Ishq
Gar Ishq Kiya Hai Tab Kya Hai
Kyo Saaz Nahi Aawaj Nahi
Gar Ishq Kiya Hai Tab Kya Hai
Kyo Saaz Nahi Aawaj Nahi
Jo Jaan Liye Bin Tal Na Sake
Ye Aisi Bhi Ustad Nahi
Ye Baat To Tum Bhi Manoge
Wo Kaish Nahi Farhaa Nahi
Kya Hibr Ka Daaru Mushkil Hai
Kya Fasl Ki Mushte Yaad Nahi
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Ye Baate
Ye Baate

Jo Humse Kaho Hum Karte Hain
Kya Insaa Ko Samajhana Hai
Jo Hamse Kaho Hum Karte Hain
Kya Insaa Ko Samajhana Hai
Us Ladki Se Bhi Kah Lege
Jo Ab Kuch Aur Zamana Hai
Ya Chhode Ya Taslim Kare
Ye Ishq Hai Ya Afsaana Hai
Ye Kaisa Gorakh Dhadha Hai
Ye Kaisa Tana Bana Hai
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Ye Baate
Ye Baate

Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Tum Insha Ji Ka Naam Na Lo
Kya Insha Ji Saudai Hai
Ye Baate Jhuthi Baate Hain
Ye Logo Ne Phailaai Hain
Ye Baate
Ye Baate

Share your thoughts

Ghulam ali ghazals, Yeh baatein jhooti baatein hain | ghulam ali | ghazal., Ghulam ali, Yeh baatein jhooti baatein hain, Ghulam ali best ghazals, Ghazals, Ye baatein jhoothi baatein hain, Ghulam ali ghazals best collection, Yeh baatein jhooti baatein hain ghulam ali, Best of ghulam ali, Ye baate jhuthi baate hai, Yeh baatein jhooti baatein ghulam ali, Yeh baatein jhooti baatein hain lyrics, Tadpati hai teri baatein lyrics, Enriching ghazals - ghulam ali