Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar Song Lyrics from the movie/album Pehli Nazar Mein (1996). The song Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar was sung by Anuradha Paudwal, M M Kreem. The music was given by M M Kreem

Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar Lyrics

Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar
Aise Hi Kabhi Mere Liye Aa Idhar
Duriyon Ko Jaaneja Tu Kar De Aakar
Tu Nahi Gujara Sama Jo Na Sake Kabhi Jaakar
Tu Aa Bhi Ja, Tu Aa Bhi Ja
Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar

Aati Jaati Saanson Ki Maala Mein Tera Hi Naam Hai Mere Humdum
Teri Unhi Palakon Ke Saye Mein Meri Subah Shaam Hai Mere Humdum
Dil Bada Bekaraar Hai, Tere Bina O Sanam
Bas Tera Intjaar Hai, Aur Nahi Koyi Ghum
Tere Liye Kayi Janam Maine Liye, Faasalein Abb Mita
Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar

Teri Meri Aankhon Mein, Aankhon Mein Jo Huyi Pyaar Ki Hasin Baatein
Bhul Gaye Kaise Tum Bolo Toh Apani Woh Jawaan Mulaakatein
Ek Pal Ke Liye Kabhi Rehate Na The Juda
Jaane Kis Ki Lagi Najar, Jaane Yeh Kya Ho Gaya
Tere Liye Kayi Janam Maine Liye, Faasalein Abb Mita
Yaad Aa Gayi Jaise Teri Humsafar
Aise Hi Kabhi Mere Liye Aa Idhar
Duriyon Ko Jaaneja Tu Kar De Aakar
Tu Nahi Gujara Sama Jo Na Sake Kabhi Jaakar
Tu Aa Bhi Ja, Tu Aa Bhi Ja…..

Share your thoughts

Anuradha paudwal, Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal album songs, Anuradha paudwal bhakti songs, Pehle pyar ka pehla gham lyrics, Anuradha paudwal hit songs, Pehli nazar mein, Gali mein chand with english lyrics, Gali mein chand with lyrics, Koi fariyaad jagjit singh lyrics, Pehle pyar ka pehla gham remix, Gali mein chand with hindi lyrics, Gali mein chand lyrics, Koi fariyaad mere dil me dabi ho jaise, Pehle pyar ka pehla gum song, Kareem, M.m. kareem