Waqif Hoon Khoob Ishq Ke Song Lyrics from the movie/album Bahu Begum released in the year 2016 starring Ashok Kumar, Pradeep Kumar. The song Waqif Hoon Khoob Ishq Ke was sung by Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey). This movie/album was directed by M. Sadiq. The music was given by Roshanlal Nagrath (Roshan). The lyrics were Penned by Sahir Ludhianvi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Waqif Hoon Khoob Ishq Ke Lyrics

Araz E Shauq Aankhon Mein Hai,
Araz E Wafa Aankhon Mein Hai
Tere Aage Baat Kahane Ka
Maza Aankhon Mein Hai

Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Tarz E Bayan Se Main
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Tarz E Bayan Se Main
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Tarz E Bayan Se Main
Kah Doonga Dil Ki Baat
Kah Doonga Dil Ki Baat
Nazar Ki Zuban Se Main
Kah Doonga Dil Ki Baat
Kah Doonga Dil Ki Baat

Meri Wafa Ka Shauq Se
Tu Imtahaan Le
Meri Wafa Ka Shauq Se
Tu Imtahaan Le
Meri Wafa Ka Shauq Se
Tu Imtahaan Le
Guzarunga Tere Ishq Mein
Guzarunga Tere Ishq Mein
Har Imtahan Se Main
Guzarunga Tere Ishq Mein

Ai Husn E Aashana
Tere Jalawon Ki Khair Ho
Ai Husn E Aashana
Ai Husn E Aashana
Tere Jalawon Ki Khair Ho
Ai Husn E Aashana
Tere Jalawon Ki Khair Ho
Begana Ho Gaya
Begana Ho Gaya Hoon
Gam E Do Jahan Se Main
Begana Ho Gaya Hoon
Gam E Do Jahan Se Main
Begana Ho Gaya Hoon
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke
Tarz E Bayan Se Main
Waqif Hoon Khoob Ishq Ke.

Share your thoughts

Bahu begum (1967), Bollywood, Movies