Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera Aana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera Aana
Jalwo Ke Tere Chand Ka Bhi Muh Ko Chhupana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera
Milte Hi Wo Nazar Teri Palko Ka Jhapkana
Gustakh Nigaho Pe Meri Tera Chamkana
Ghabra Ke Adab Se Wo Mera Sar Ko Jhukana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera
Uljhe Huye Balo Ko Liye Chhat Se Utrana
Aaine Ke Aage Wo Tera Aake Swarana
Aur Meri Gazal Padhke Tujhe Nind Na Aana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera
Bechain Tasavur Me Gujarne Lagi Rate
Hone Lagi Chhup Chhup Ke Telephone Pe Bate
Kuch Yaad To Hoga Wo Tujhe Mera Fsana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera
Jalwo Ke Tere Chand Ka Bhi Muh Ko Chhupana
Wo Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera
Wah Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera Aana Song Lyrics from the movie/album Qawwali Ki Raat released in the year 2018 starring Kamaljeet, Kum Kum. The song Wah Chand Sa Chehra Liye Chhat Par Tera Aana was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Durgesh Kumar, Santosh. The music was given by Iqbal Qureshi. The lyrics were Penned by Shevan Rizvi
Share your thoughts