Wafa Jo Tumse Kabhi Maine Nibhayi Hoti
Wafa Jo Tumse Kabhi Maine Nibhayi Hoti
Umr Naa Muft Me Sadko Pe Gawayi Hoti
Wafa Jo Tumse Kabhi Maine Nibhayi Hoti
Umr Naa Muft Me Sadko Pe Gawayi Hoti
Wafa Jo Tumse
Saanp Yado Ke Hai Daste Mujhe Har Shamosahar
Saanp Yado Ke Hai Daste Mujhe Har Shamosahar
Ye Jo Sote To Mujhe Nind Bhi Aayi Hoti
Teri Chaukhat Se Jo Us Roj Naa Aaya Hota
Main Khuda Hota Duniya Pe Khudai Hoti
Wafa Jo Tumse Kabhi Maine Nibhayi Hoti
Umr Naa Muft Me Sadko Pe Gawayi Hoti
Wafa Jo Tumse
Hoti Gairat To Tere Saath Hi Mar Jaate Sajan
Hoti Gairat To Tere Saath Hi Mar Jaate Sajan
Laash Kaandho Pe Yu Apni Naa Uthayi Hoti
Haath Kya Aaya Mere Ek Siyahi Ke Siwa
Dekhne Haal Mera Tu Bhi Tabahi Hoti
Wafa Jo Tumse Kabhi Maine Nibhayi Hoti
Umr Naa Muft Me Sadko Pe Gawayi Hoti
Wafa Jo Tumse
Wafa Jo Tumse Kabhee Maine Nibhaee Hotee Song Lyrics from the movie/album Daddy released in the year 2019 starring Anupam Kher, Pooja Bhatt. The song Wafa Jo Tumse Kabhee Maine Nibhaee Hotee was sung by Talat Aziz. This movie/album was directed by Mahesh Bhatt. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Suraj Sanim
Share your thoughts