Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin Song Lyrics from the movie/album At Her Best Begum Akhtar (Album) released in the year 2018. The song Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin was sung by Begum Akhtar. The music was given by Khayyam. The lyrics were Penned by Daag Dehalwi

Uzr Aane Men Bhi Hai Aur Bulaate Bhi Nahin Lyrics

??uzr Aane Me Bhi Hai
Uzr Aane Me Bhi Hai
Aur Pas Bulaate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai
Aur Pas Bulaate Bhi Nahi
Baise Karke Mulaakaat
Bataate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai

Khub Parda Hai Ki
Chilaman Se Lage Baithe Hain
Khub Parda Hai Ki
Chilaman Se Lage Baithe Hain
Saaf Chhupte Bhi Nahi
Saaf Chhupte Bhi Nahi
Saamne Aate Bhi Nahi
Saaf Chhupte Bhi Nahi
Saamne Aate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai

Ho Chuka Qataa Taalluq To
Jafaayen Kyun Ho
Ho Chuka Qataa Taalluq To
Jafaayen Kyun Ho
Jinko Matlab Nahi
Jinko Matlab Nahi
Rahta Wo Sataate Bhi Nahi
Jinko Matlab Nahi
Jinko Matlab Nahi
Rahta Wo Sataate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai

Zist Se Tag Ho E Daag To
Jeete Kyun Ho
Jaan Pyaari Bhi Nahi
Jaan Pyaari Bhi Nahi
Jaan Se Jaate Bhi Nahi
Jaan Pyaari Bhi Nahi
Jaan Se Jaate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai
Paas Bulate Bhi Nahi
Uzr Aane Me Bhi Hai

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Begum akhtar (musical artist), Uzr aane mein bhi hai, Khaiyyaam, Nice shayari, Uzr anay main bhi hai, Urdu shayari, Farida khanum, Udaas shayari, Rahat fateh ali khan, Rahat fateh ali khan songs, Shayari, Udas shayari, Uzr aane me bhi, Dagh dehlvi shayari, Mohammad azeem hayat, Dagh dehlvi ki shayari, Jagjit and chitra singh ghazals, Ghulam ali ghazals, Indian classical music, Ghazal (poetic verse form), Best of jagjit singh ghazals, Funpaaray, Nice ghazal