Uthi Hai Ghataaye Song Lyrics from the movie/album Panchhi released in the year 2018 starring Ajmal, Manorama. This movie/album was directed by Barkat Mehra. The music was given by Pandit Amarnath. The lyrics were Penned by Manohar Sehrai, Akhtar Chughtai

Uthi Hai Ghataaye Lyrics

Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye
Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye
Gulo Se Ye Kah Do Jara Muskuraye
Gulo Se Ye Kah Do Jara Muskuraye
Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye

Nigaho Se Kah Do Ki Aankhe Dikhaye
Nigaho Se Kah Do Ki Aankhe Dikhaye
Ummido Se Kah Do Ki Ghar Ko Sajaye
Ummido Se Kah Do Ki Ghar Ko Sajaye
Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye

Nayi Jindagi Hai Nayi Tajgi Hai
Nayi Jindagi Hai Nayi Tajgi Hai
Chalo Tohe Maykhana Piye Pilaye
Chalo Tohr Maykhana Piye Pilaye
Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye

Jawani Ko Hasna Hasana Sikha De
Jawani Ko Hasna Hasana Sikha De
Chalo Chal Ke Taro Ki Duniya Basaye
Chalo Chal Ke Taro Ki Duniya Basaye
Uthi Hai Ghataye Chali Hai Hawaye

Wo Wade Mahobbat Wo Uthati Jawani
Wo Wade Mahobbat Wo Uthati Jawani
Unhe Dhundati Hai Wo Aaye Na Aaye
Unhe Dhundati Hai Wo Aaye Na Aaye
Uthati Hai Ghataye Chali Hai Hawaye

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Dahi handi songs, Naata ghari naache maza sakha pandurang, Marathi abhang, Old romantic hindi songs, Marathi bhajan songs mp3, Mendichya panavar volume 3, Marathi bhajans downloads, India tv channel, Kusum chauhan ke naye bhajan, Soni chhammak chhallo dance, Ye kehti thi ghar ghar, Jo ram naam gun gata hai, Rajat sharma aaj ki baat, Marathi geet, Marathi devotional songs, Gaddi chhut gayi guruji ticket lene na payi, Ram bhajan hindi, Paimane toot gaye, Hindi dance songs