Uss Bewafa Ki Yaad Mein Song Lyrics from the movie/album Woh Bewafa (Album) released in the year 2018. The song Uss Bewafa Ki Yaad Mein was sung by Agam Kumar Nigam. The music was given by Nikhil. The lyrics were Penned by Praveen Bhardwaj

Uss Bewafa Ki Yaad Mein Lyrics

Us Bewafa Ki Yaad Mein
Mar Mar Ke Jee Raha Hu
Us Bewafa Ki Yaad Mein
Mar Mar Ke Jee Raha Hu
Main Hu Nahi Sharaabi
Dar Dar Ke Pee Raha Hu
Behlaau Kaise Dil Ko
Jab Gham Ho Behisaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Us Bewafa Ki Yaad Mein
Mar Mar Ke Jee Raha Hu
Main Hu Nahi Sharaabi
Dar Dar Ke Pee Raha Hu

Thoda Pee Leta Hu
Thoda Jee Leta Hu
Dil Ke In Zakhmo Ko
Thoda See Leta Hu
Kal Mila Tha Unse
Yu Hi Bas Raahon Mein
Wo Bahut Hi Khush Thi
Gair Ki Baahon Mein
Zakhmo Se Bas Bhari Hai
Ab Dil Ki Ye Kitaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab

Zindagi Mushkil Hai
Jee Raha Hu Phir Bhi
Sab Mana Karte Hai
Pee Raha Hu Phir Bhi
Jab Kabhi Bhule Se
Nind Aa Jaati Hai
Wo Mere Khwaabon Mein
Phir Se Chha Jaati Hai
Duniya Sawaal Puchhe
Kis Kisko Main Du Jawaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Us Bewafa Ki Yaad Mein
Mar Mar Ke Jee Raha Hu
Main Hu Nahi Sharaabi
Dar Dar Ke Pee Raha Hu
Behlaau Kaise Dil Ko
Jab Gham Ho Behisaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab
Achhi Ho Ya Kharaab
Sabkuch Hai Ab Sharaab

Share your thoughts

Bewafa, Nigam, Agam kumar nigam, Us bewafa ki yaad mein lyrics – agam kumar nigam agam, Bewafai, Agam kumar wo bewafa album, Agam kumar sad songs, Bewafai songs hindi, Bewafai songs album, Mein agam kumar nigam us bewafa ki yaad mein, Agam kumar woh bewafa, Agam kumar bewafaai album, Kumar, Agam kumar nigam songs, Agam kumar sad songs hd, Agam kumar bewafai album, Tulsi kumar woh bewafa, Woh bewafa all songs, Lyrics, Woh bewafa, Agam kumar nigam all songs, Bewafaa