Usne Bade Andaz Se Lahera Ke Duppatta Song Lyrics from the movie/album Ishq Nachaye (Pankaj Udhas) released in the year 2018. The song Usne Bade Andaz Se Lahera Ke Duppatta was sung by Pankaj Udhas

Usne Bade Andaz Se Lahera Ke Duppatta Lyrics

Sabba Khulaaye Hum Unke Munh Chhupane Ka
Uda Na Le Koi Andaaz Muskurane Ka
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta

Aayi Jo Jawaani To Bade Naajo Ada Se
Aayi Jo Jawaani To Bade Naajo Ada Se
Aayi Jo Jawaani To Bade Naajo Ada Se Seene Se
Seene Se Lipatne Laga Balkhake Dupatta
Seene Se Lipatne Laga Balkhake Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta

Jab Unse Kabhi Arz Tamanna Kiya Maine
Jab Unse Kabhi Arz Tamanna Kiya Maine
Jab Unse Kabhi Arz Tamanna Kiya Maine Daato Mein
Daato Mein Dabane Lage Sharmake Dupatta
Daato Mein Dabane Lage Sharmake Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta

Tujhko Pehnane Ke Liye Jaane Tamanna
Tujhko Pehnane Ke Liye Jaane Tamanna
Tujhko Pehnane Ke Liye Jaane Tamanna Jaipur Se
Jaipur Se Mangvaya Hain Rangwake Dupatta
Jaipur Se Mangvaya Hain Rangwake Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Mujhko Ishara Kar Diya Lehrake Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta
Usne Bade Andaaz Se Sarkaa Ke Dupatta

Share your thoughts

Pankaj udhas, Pankaj, Udhas, Pankaj udhas ghazals, Usne bade andaz se lahera ke duppatta | ghazal | pankaj udhas ., Pankaj udhas songs, Best of pankaj udhas, Pankaj udhas sharabi ghazals, Muskaan pankaj udhas, Pankaj udhas muskaan, Pankaj udhas rubayee, Pankaj udhas thodi dur saath chalo, Ghazals by pankaj udhas, Thodi door saath chalo pankaj udhas, Pankaj udhas thodi door saath chalo, Pankaj udhas ghazals 80s, Hit ghazals pankaj udhas, Pankaj udhas mehfil ghazal