Uski Baari Jo Thi Song Lyrics from the movie/album Ek Alag Mausam released in the year 2016 starring Nandita Das, Anupam Kher. The song Uski Baari Jo Thi was sung by Hariharan. This movie/album was directed by K. P. Sasi. The music was given by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The lyrics were Penned by Kaifi Azmi. The music rights for song purely belongs to Times Records

Uski Baari Jo Thi Lyrics

Uski Baari Jo Thi Wo Chal Diya
Uski Baari Jo Thi Wo Chal Diya
Aur Kal Hogi Baari Hamari
To Hum Bhi Chale Jayenge
Uski Baari Jo Thi Wo Chal Diya
Aur Kal Hogi Baari Hamari
To Hum Bhi Chale Jayenge

Boj Jiska Kabhi To Uthaya Nahin
Apne Seene Se Jisko Lagaya Nahin
Boj Jiska Kabhi To Uthaya Nahin
Apne Seene Se Jisko Lagaya Nahin
Ab Ke Jab Boj Hi Boj Reh Gaya
Usko Seene Se Apne Laga Bhi Liya
Khud Ke Kandho Pe Usko Utha Bhi Liya
Aur Utha Kar Use Le Chale Hai Waha
Aur Utha Kar Use Le Chale Hai Waha
Jis Jagah Se Koi Wapas Aata Nahin
Uski Baari Jo Thi Wo Chal Diya
Aur Kal Hogi Baari Hamari
To Hum Bhi Chale Jayenge

Zindagi To Chamakti Hai Ummid Se
Jab Na Ummid Ho Zindagi Bhi Nahin
Zindagi To Chamakti Hai Ummid Se
Jab Na Ummid Ho Zindagi Bhi Nahin
Kabr Tak Zindagi Ka Tu Daman Na Chhod
Apne Ek Ek Pal Se Tu Sadiya Na Chhod
Uski Baari Jo Thi Wo Chal Diya
Aur Kal Hogi Baari Hamari
To Hum Bhi Chale Jayenge
Zindagi To Chamakti Hai Ummid Se
Jab Na Ummid Ho Zindagi Bhi Nahin
Jab Na Ummid Ho Zindagi Bhi Nahin
Jab Na Ummid Ho Zindagi Bhi Nahin.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Hariharan, Celebrity on kapil sharma show, Musical nights on the kapil sharma show, Kapil sharma show musical night, Kapil sharma show musical nights, The kapil sharma show 2019, Kapil sharma show concert, The kapil sharma show full episode, Kapil sharma show, Kapil sharma comedy, Samanya gyan ke prashn, Leena chandavarkar husband, Leena chandavarkar biography, Leena chandavarkar, Zeenat aman husband, Pankaj udhas, Samanya gyan, Jonita gandhi, Hindi tv series