Tum Nahi Manoge Song Lyrics from the movie/album Amar Deep released in the year 2016 starring Rajesh Khanna, Vinod Mehra. The song Tum Nahi Manoge was sung by Anuradha Paudwal, Kishore Kumar. This movie/album was directed by R. Krishnamurthy, K. Vijayan. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Inreco Music

Tum Nahi Manoge Lyrics

Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge
Is Kadar Itna Tumhe
Hum Pyar Karte Hai
Zindagi Hai Tumse
Har Khushi Hai Tumse
Hum Tumhare Samne
Ikrar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge
Is Kadar Itna Tumhe
Hum Pyar Karte Hai
Aankh Jhuk Jati Hai
Sans Ruk Jati Hai
Jab Kabhi Hum Pyar
Ka Ijhar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Are Tum Nahi Janoge

Har Ek Din Ha
Ha Milan Ka Din
Har Ek Din Ha
Ha Milan Ka Din
Har Ek Rat Milan Ki Rat
Ab Tumse Kahe Kaise
Lab Pe Jo Ruki Hai Bat
Hum To Hosh Bad
Se Inkar Karte Hai
Is Kadar Itna Tumhe
Hum Pyar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge

Rut Badli Shama Badla
Lehraya Naya Mausam
Aise Me Kaho Tum To
Kano Me Kahe Kuch Hum
Jo Kaho Manjur
Hum Sarkar Karte Hai
Hum Tumhare
Samne Ikrar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge

Jhanko To Mere Dil Me
Samjho Kya Kahani Hai
Ye Apni Mohabbat Ki
Badi Pyari Nishani Hai
Ye Apni Mohabbat Ki
Badi Pyari Nishani Hai
Dil Lagi Kya Yu Sare
Bazar Karte Hai
Is Kadar Itna Tumhe
Hum Pyar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge
Is Kadar Itna Tumhe
Hum Pyar Karte Hai
Tum Nahi Manaoge
Tum Nahi Janoge.

Share your thoughts

No Keywords