Tum Meri Jeevan Naiya Ho Song Lyrics from the movie/album Panghat released in the year 2016 starring Alaknanda, Jeevan. The song Tum Meri Jeevan Naiya Ho was sung by Rajkumari Dubey, S. N. Tripathi. This movie/album was directed by Mahesh Chandra, K.J. Parmar. The music was given by S. N. Tripathi. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tum Meri Jeevan Naiya Ho Lyrics

Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Is Naiya Ke Tum Hi Khiwaiya Ho
Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Is Naiya Ke Tum Hi Khiwaiya Ho

Hum Hain Musaafir Tum Ho Naiya
Hum Hain Musaafir Tum Ho Naiya
Dono Thhaame Saath
Naiya Tumhaare
Haathon Mein Saajan
Naiya Tumhaare
Haathon Mein Saajan
Thham Naiya Ke Haath
Tumhi Meri Jeevan Naiya Ho
Tumhi Meri Jeevan Naiya Ho
Is Naiya Ke Tum Hi Khiwaiya Ho
Tum Meri Jeevan Naiya Ho
Is Naiya Ke Tum Hi Khiwaiya Ho

Hum Hain Pithhaiyya
Hum Hain Pithhaiyya
Naavik Sajani
Rakhna Hamaari Laaj
Chaahe Duba
Do Chaahe Taraa Do
Chaahe Duba
Do Chaahe Taraa Do
Naiya Tumhaare Haath
Tumhi Mere Paar Lagaiyya Ho
Tumhi Mere Paar Lagaiyya Ho
Is Naiya Ke Tum Hi Khiwaiya Ho

Haath Se Balli Chhoot Gayi
Haath Se Balli Chhoot Gayi
Aan Phanse Manjhdhaar
Le Chal Le Chal Le Chal Naiya
Le Chal Le Chal Le Chal Naiya
Saagar Ke Us Paaar
Na Bas Mera Na Bas Tera
Donon Hain Manjhdhaar
Na Bas Mera Na Bas Tera
Donon Hain Manjhdhaar

Paar Lagaa De Naiya Hamaari
Paar Lagaa De Naiya Hamaari
Jai Jai Ke Khewanhaar
Jai Jai Ke Khewanhaar.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Jeevan, S. n. tripathi, Shrinath tripathi, Rajkumar, Best of s n tripathi, Alaknanda, Panghat, Music director: s n tripathi, S n tripathi, Main hoon kali matwali rajkumari, Rajkumari, Hindi songs lyrics, Mukhram sharma lyrics, Maiyya pav paijaniya, Hindi lyrics, Js kashyap lyrics, Aaj galiyon me teri aaya hai deewana tera, Best of ameeta and manoj kumar, Meena kumari, Phool sajan tum mero man bhanwara, Antara singh priyanka, Kundan kumar