Tum Agar Samne Aabhi Song Lyrics from the movie/album Raaz released in the year 2013 starring Dino Morea, Bipasha Basu. The song Tum Agar Samne Aabhi was sung by Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Vikram Bhatt. The music was given by Nadeem Saifi, Shravan Rathod. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Tum Agar Samne Aabhi Lyrics

Main Agar Saamne Aa Bhi Jaaya Karoon
Laazmi Hai Ki Tum Mujhse Parda Karo
Apni Shaadi Ke Din Ab Nahin Door Hai
Main Bhi Tadpa Karoon Tum Bhi Tadpa Karon
Bada Mushkil Hai Yeh Mera Dil Hai
Bada Mushkil Hai Yeh Mera Dil Hai
Tum Hi Kaho Kaise Mein Chup Rahoon
Tum Agar Samne Aa Bhi Jaaya Karon
Laazmi Hai Ki Main Tumse Parda Karo
Apni Shaadi Ke Din Ab Nahin Door Hai
Main Bhi Tadpa Karoon Tum Bhi Tadpa Karon
Bada Mushkil Hai Yeh Mera Dil Hai
Bada Mushkil Hai Yeh Mera Dil Hai
Tum Hi Kaho Kaise Mein Chup Rahoon
Tum Agar Samne Aa Bhi Jaaya Karon
Laazmi Hai Ki Main Tumse Parda Karo

Satane Ke Manane Ke Yeh Din Hai Aazmaane Ke
Zara Samjha Karo Dilbar Tumhe Meri Kasam
Yehi Meri Hai Majboori Sahi Jaaye Na Ab Doori
Mera Kya Haal Hai Kaise Bataaon Sanam
Zameen Hogi Gagan Hoga Tera Mera Milan Hoga
Main Agar Tum Se Nazren Milaaya Karon
Laazmi Hai Ki Tum Mujhse Parda Karo

Main Duniya Sa Chala Jaaon Kabhi Na Laut Ke Aaon
Karogi Kya Akele Tum Bataao Dilruba
Main Rab Se Cheen Laaongi Tujhe Apna Banaungi
Chale Gi Saas Jab Tak Yeh Na Hoge Hum Juda
Na Apni Yeh Kasam Tote Jo Rab Roothe To Rab Roothe

Main Agar Saamne Aa Bhi Jaaya Karoon
Laazmi Hai Ki Tum Mujhse Parda Karo
Apni Shaadi Ke Din Ab Nahin Door Hai
Main Bhi Tadpa Karoon Tum Bhi Tadpa Karon
Bada Mushkil Hai Yeh Mera Dil Hai
Tum Hi Kaho Kaise Mein Chup Rahoon
Main Agar Saamne Aa Bhi Jaaya Karo
Laazmi Hai Ki Tum Mujhse Parda Karo.

Share your thoughts

Abhijeet bhattacharya, Abhijeet bhattacharya song lyrics, Main agar samne aa bhi jaya (dj jhankar) | raaz | abhijeet | alka yagnik | by danish |, Nadeem shravan, Bipasha basu, Tum agr samne aa bhi jaya kro song lyrics, Bipasha basu songs, Main agar samne lyrics, Alka yagnik, Alka yagnik lyrics song, Nadeem shravan songs, Abhijeet bhhattachrya songs, Main agar saamne aa bhi jaaya karo status, Tum agar saamne aa bhi jaya karo full screen status