Tujhe Bulayen Yeh Meri Baahen Song Lyrics from the movie/album Ram Teri Ganga Maili. The song Tujhe Bulayen Yeh Meri Baahen was sung by Lata Mangeshkar. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Tujhe Bulayen Yeh Meri Baahen Lyrics

Tujhe Bulaaye Yeh Meri Baahen
Na Aaisi Ganga Kahi Milegi
Main Tera Jeevan Main Teri Kismat
Ke Tujhko Mukti Yahi Milegi
(Mere Hi Paas Tujhe Aana Hai
Tere Hi Saath Mujhe Jaana Hai) – 2
Ganga Yeh Teri Hai
Phir Kaisi Deri Hai Aaja Re
Aaja Re Ab Aa Bhi Jaa
Tu Aa Bhi Jaa Ho Ho Ho Aa Bhi Jaa

Pahadiyon Ki Bulandiyon Se
Kabhi Kanaro Ki Darmiyaan Se
Kabhi Nazar Se Kabhi Zubaan Se
Tujhe Pukara Kaha Kaha Se
(Tu Jiski Khoj Mein Aaya Hai
Woh Jisne Tujhko Bulaya Hai) – 2
Parvat Ke Peechhe Hai
Jharne Ke Peechhe Hai Aaja Re
Aaja Re Ab Aa Bhi Jaa
Tu Aa Bhi Jaa O O O A Bhi Jaa

(Kohre Ki Chaadar Lapete Hu
Paani Mein Khud Ko Samete Hu) – 2
Baahon Ke Ghere Mein
Mann Ke Basere Mein Aaja Re
Aaja Re Ab Aa Bhi Jaa
Tu Aa Bhi Jaa O O O A Bhi Jaa

Suno Toh Ganga Yeh Kya Sunaye
Ke Mere Tatt Par Woh Log Aaye
Jinhone Aaise Niyam Banaye Ke
Praan Jaaye Par Vachan Na Jaaye
(Vaaden Pe Tere Bharosa Hai
Main Jaanti Hu Tu Mera Hai) – 2
Jab Tak Na Aayega
Dil Mera Gaayega Aaja Re
Aaja Re O Sahiba
O Sahibao Sahiba

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ram teri ganga maili, Ram teri ganga maili songs, Tujhe bulayen yeh meri bahen, Tujhe bulayein yeh meri bahein, Lata mangeshkar songs, Lata mangeshkar tujhe bulayen yeh meri bahen, Tujhe bulayen yeh meri baahen lyrics in english, Tujhe bulayen yeh meri baahen lyrics in hindi, Ram teri ganga maili ho gayee, Tujhe bulayein meri bahein ram teri ganga maili, Tujhe bulayein yeh meri bahein ram teri ganga maili, Ram teri ganga maili song, Lata mangeshkar songs old songs