Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Is Baat Ka Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Is Baat Ka Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Apni Baat Se Jo Mukar Gaya
Apni Baat Se Jo Mukar Gaya
To Wo Bewafa Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Shikwa Bhi Hai Ye Fariyad Bhi
Aayi Na Tujhe Kabhi Jiski Yaad Bhi
Shikwa Bhi Hai Ye Fariyad Bhi
Aayi Na Tujhe Kabhi Jiski Yaad Bhi
Wo Badnasib Aaj Bhi Tera
Wo Badnasib Aaj Bhi Tera
Dekhe Rasta Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Mitti To Nahi Daman Se Jhad Di
Chithi To Nahi Jo Padh Ke Faad Di
Mitti To Nahi Daman Se Jhad Di
Chithi To Nahi Jo Padh Ke Faad Di
Todne Se Bhi Tutta Nahi
Todne Se Bhi Tutta Nahi
Rishta Khun Ka Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Tu Mujhe Kubul Main Tujhe Kubul
Aisa To Kabhi Hota Nahi
Gairo Ke Liye Koi Rota Nahi
Aisa To Kabhi Hota Nahi
Gairo Ke Liye Koi Rota Nahi
Teri Aankho Me Mere Aasu Aa Gaye
Teri Aankho Me Mere Aasu Aa Gaye
Aaya Yaad Kya Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Apni Baat Se Jo Mukar Gaya
Apni Baat Se Jo Mukar Gaya
To Wo Bewafa Gawah Khuda
Khuda Gawah
Khuda Gawah
Khuda Gawah Khuda Gawah
Tu Mujhe Kabool (Female) Song Lyrics from the movie/album Khuda Gawah released in the year 2019 starring Amitabh Bachchan, Sridevi. The song Tu Mujhe Kabool (Female) was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by M S Anand. The music was given by Laxmikant Pyarelal. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts