Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Tadpa Hu Yaadon Mein Teri
Ye Ishq Tera Na Jeene De
Ye Ishq Tera Na Marne De
Ye Ishq Tera Na Jeene De
Ye Ishq Tera Na Marne De
Ek Baar Aaja
Ek Baar Aaja
Ek Baar Aaja
Aye Mere Sanam
Tarse Tujhko Ye Nigahe Meri
Tarse Tujhko Ye Nigahe Meri
Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Aashiq Tera Banjaara Hai
Phir Kya Sehra
Kya Dariya Hai
Sehra Mein Aansu Peena Hai
Dariya Mein Pyasa Rehna Hai
Aashiq Tera Banjaara Hai
Phir Kya Sehra
Kya Dariya Hai
Sehra Mein Aansu Peena Hai
Dariya Mein Pyasa Rehna Hai
Phir Bhi Na Shikayat Hotho Pe
Hum Banke Tamasha Logo Mein
Phir Bhi Na Shikayat Hotho Pe
Hum Banke Tamasha Logo Mein
Dekha Kiye Hum
Dekha Kiye Hum
Dekha Kiye Hum
Teri Taraf
Hogi Kab Hum Pe Nigahe Teri
Hogi Kab Hum Pe Nigahe Teri
Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Anjaam E Mohabbat Mitna Hai
Mitne Se Phir Kya Darna Hai
Anjaam E Mohabbat Mitna Hai
Mitne Se Phir Kya Darna Hai
Mitne Pe Mitti Ho Raahe
Phir Apni Bhi Ye Tamanna Hai
Mitkar Jab Mitti Ho Jaau
Mitti Ke Deeye Mein Dhal Jaau
Marke Bhi Jalu Main
Marke Bhi Jalu Main
Marke Bhi Jalu Main
Teri Raaho Mein
Itni Hai Dil Mein Chaah Teri
Itni Hai Dil Mein Chaah Teri
Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Tadpa Hu Yaadon Mein Teri
Ye Ishq Tera Na Jeene De
Ye Ishq Tera Na Marne De
Ek Baar Aaja
Ek Baar Aaja
Ek Baar Aaja
Aye Mere Sanam
Tarse Tujhko Ye Nigahe Meri
Tarse Tujhko Ye Nigahe Meri
Tu Dil Hai Mera
Tu Jan Meri
Tu Dil Hai Mera Song Lyrics from the movie/album Debojit - Jeena (EP) released in the year 2018. The song Tu Dil Hai Mera was sung by Debojit
Share your thoughts