Tu Dhundhta Hai Jisko Song Lyrics from the movie/album Yatrik released in the year 2015 starring Abhi Bhattacharya, Vasant Choudhury. The song Tu Dhundhta Hai Jisko was sung by Dhananjay Bhattacharya. This movie/album was directed by Kartick Chatterjee. The music was given by Pankaj Mullick. The lyrics were Penned by Pandit Bhushan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tu Dhundhta Hai Jisko Lyrics

Tu Dhundhta Hai Jisko
Basti Mein Ya Ke Ban Mein
Woh Saanwara Salona Rehta Hai
Raheta Hai Tere Man Mein
Tu Dhundhata Hai

Masjid Mein Mandiron Mein
Parbat Ke Kandron Mein
Masjid Mein Mandiron Mein
Parbat Ke Kandron Mein
Nadiyon Ke Paaniyon Mein
Gehre Samandaron Mein
Lehra Raha Hai Wohi
Lehra Raha Hai Wohi
Khud Apne Baankpan Mein
Woh Saanwra Salona Rehta Hai
Rehta Hai Tere Man Mein
Tu Dhundhta Hai

Har Zarre Mein Rama Hai
Har Phul Mein Basa Hai
Har Zarre Mein Rama Hai
Har Phul Mein Basa Hai
Har Chheez Mein Usi Ka
Jalwa Jhalak Raha Hai
Harkat Wo Kar Raha Hai
Harkat Wo Kar Raha Hai
Har Ek Ke Tan Badan Mein
Woh Saanwra Salona Rehta Hai
Rehta Hai Tere Man Mein
Tu Dhundhta Hai

Kya Khoya Kya Tha Paaya
Kyun Bhaaya Kyun Na Bhaaya
Kyun Soche Ja Raha Hai
Kya Paaya Kya Na Paaya
Sab Chhod De Usi Par
Sab Chhod De Usi Par
Basti Mein Rahe Ke Ban Mein
Woh Saanwara Salona Raheta Hai
Raheta Hai Tere Man Mein
Tu Dhundhta Hai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Dhananjay bhattacharya, Abhi bhattacharya, Best of dhananjay bhattacharya, Pankaj mullick, Yatrik, Bhattacharya, Vasant choudhry, Best of pankaj mullick, Dhananjay bhattacharya bangla song, Vasant choudhury, Dhananay bhattacharya bangla gan, Dhananay bhattacharya hit song, Abhi bhattacharya movie, Film cast: vasant choudhary, Singer: pankaj mullick, Dhananjay, Dhananjay bhatacharya, Tu dhoondhta hai jisko, Pankaj, Music director: pankaj mullick, Mullick