Toota Hua Dil Le Ke Chale Song Lyrics from the movie/album Ek Roz released in the year 2018. The song Toota Hua Dil Le Ke Chale was sung by G. M. Durrani. The music was given by Shyam Sundar. The lyrics were Penned by Sarshar Sailani

Toota Hua Dil Le Ke Chale Lyrics

Tuta Hua Dil Leke Chale
Apne Watan Se
Saiyad Ne Bulbul Ko Nikala Hai
Chaman Se
Tuta Hua Dil Leke Chale

Phulo Me Basera Tha
Use Aag Lagakar
Phulo Me Basera Tha
Use Aag Lagakar
Par Kaat Ke Saiyad Ne
Beghar Bana Kar
Par Kaat Ke Saiyad Ne
Beghar Bana Kar
Bulbul Ko Juda Kar Diya
Bulbul Ke Chaman Se
Saiyad Ne Bulbul Ko Nikala Hai
Chaman Se
Tuta Hua Dil Leke Chale

Aankho Me Chhalakte Huye Ashqo Ki Jabani
Duniya Ko Sunate Huye
Gurbat Ki Kahani
Ghabra Ke Sitamgaar
Zamane Ke Chalan Se
Tuta Hua Dil Leke Chale
Apne Watan Se
Saiyad Ne Bulbul Ko Nikala Hai
Chaman Se
Tuta Hua Dil Leke Chale

Kisko Dil E Barbad Ki Rutdad Sunaye
Kisko Dil E Barbad Ki Rutdad Sunaye
Hai Kaun
Jise Jake Ye Fariyad Sunaye
Hai Kaun
Jise Jake Ye Fariyad Sunaye
Allah Kare

Share your thoughts

Toota hua dil le ke chale, Toota hua dil leke chale, G. m. durrani, Roop suhana lagta hai lyrics, Roop suhana lagta hai with hindi lyrics, Roop suhana lagta hai with lyrics, Roop suhana lagta hai with english lyrics, Bandar ki sasural, Mujhe teri mohabbat ka sahara lyrics, Kunaal verma lyrics, Saajan chale sasural, Nursery rhyme lyrics, Sajan chale sasural 2, Mujhe teri mohabbat ka sahara karaoke with lyrics, Sooraj dooba hai, Lyrics, Sooraj dooba hai female, Shani pooja