Tin Taal Par Naach Song Lyrics from the movie/album Ek Bulbula Paani Ka released in the year 2018. The song Tin Taal Par Naach was sung by Mohammed Rafi. The music was given by Jaidev. The lyrics were Penned by Kaifi Azmi

Tin Taal Par Naach Lyrics

??tin Taal Par Naach
Tin Taal Par Naach Budhaape
Bachpan Aur Jawaani Ka
Rang Hazaaro
Rang Hazaaro Magar Zindagi
Ek Bulbulaa Paani Ka
Tin Taal Par Naach

Hari Bhari Daali Ko Yun Hi
Hari Bhari Daali Ko Yun Hi
Patjhad Me Lut Jaana Hai
Khila Phul Jo Aaj Chaman Me
Khila Phul Jo
Khila Phul Jo Aaj Chaman Me
Kal Usko Murjhana Hai
Subah Hui Aur Khatm Fasana
Subah Hui Aur Khatm Fasana
Shabanam Ki Zindagani Ka
Tin Taal Par Naach

Saari Duniya Ko Hathiyane
Saari Duniya Ko Hathiyane
Murakh Inasaan Daude Re
Dogaz Dharti Bane Bichhauna
Dogaz Dharti
Dogaz Dharti Bane Bichhauna
Upar Maati Odhe Re
Mile Dhul Me Sapan Suhana
Mile Dhul Me Sapan Suhana
Duniya Ki Sultaani Ka
Tin Taal Par Naach

Ek Bund Ki Pyaas Pyaar Ki
Ek Bund Ki Pyaas Pyaar Ki
Taal Talaiyaa Reete Re
Badhi Magar Wo Bujh Na Paai
Badhi Magar Wo
Badhi Magar Wo Bujh Na Paai
Janam Hazaaro Bite Re
De Na Paaye Saat Samundar
De Na Paaye Saat Samundar
Ek Bhi Qatraa Paani Ka
Tin Taal Par Naach
Tin Taal Par Naach Budhaape
Bachpan Aur Jawaani Ka
Rang Hazaaro Magar Zindagi
Ek Bulbulaa Paani Ka
Tin Taal Par Naach

Share your thoughts

Your Commento.io account has been suspended. Go to the Commento dashboard to resolve this.
Mohammed rafi, Lata mangeshkar naach tu ek bulbula paani ka, Teen taal par naach, Mohammed rafi rare songs, Ek daal par tota bole lata mangeshkar & mohammed rafi, Lata mangeshkar & mohammed rafi ek daal par tota bole, Rafi-teen taal par naach, Teen taal par naach - rafi, Bulbula pani ka, Ek bulbula pani ka, Ek daal par tota bole lyrics, Lyrics of ek daal par tota bole, Mohammad rafi, Pag ghunghroo baandh lyrics in hindi, Ek daal par tota bole karaoke with lyrics