Tik Dik Tum Tum Aur Song Lyrics from the movie/album Samay Ki Dhara released in the year 2019 starring Shatrughan Sinha, Shabana Azmi. The song Tik Dik Tum Tum Aur was sung by Kishore Kumar, Jayshree Shivram, Rageshwari. This movie/album was directed by Sisir Mishra. The music was given by Jugal Kishore, Tilak Raj. The lyrics were Penned by M G Hashmat

Tik Dik Tum Tum Aur Lyrics

Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum Tum Aur Hum
Hum Or Tum Khele Ankh Micholi Hum
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum
Jhumo Nacho Gao Sang Sang
Are Kitna Hasi Hai Pyar Ka Mausam

Tik Dik Tum Tum Tum Aur Hum Hum Or Tum
Picnic Aaj Manaye Hum Tik Dik Tum Tum
Tik Dik Tum Tum Jhumo Nacho Gao Sang Sang
Are Kitna Hasi Hai Pyar Ka Mausam
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum

Kyu Rutha Hai Banti Raja Tujhko Hum Khush Kar Denge
Kyu Rutha Hai Banti Raja Tujhko Hum Khush Kar Denge
Aasman Ke Tod Ke Tare Teri Jholi Bhar Denge
Achhi Achhi Chize Apne Bete Ko Dilwadenge
Achhi Achhi Chize Apne Bete Ko Dilwadenge
Are Hathi Ghoda Motar Gadi Isko Mangawa Denge
Banti Ab To Gussa Chhodo Sath Hamare Khao

Tik Dik Tum Tum Tum Aur Hum Hum Or Tum
Khele Ankh Micholi Hum Tik Dik Tum Tum
Tik Dik Tum Tum Jhumo Nacho Gao Sang Sang
Are Kitna Hasi Hai Pyar Ka Mausam
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum

Apne Jiwan Ki Bagiya Phul Hai Kitne Pyare
Apne Jiwan Ki Bagiya Phul Hai Kitne Pyare
Sath Me Inke Sunder Lagte Dunia Ke Ye Najaare
Pappu Ab To Mafi Mango Banti Bada Hai Bhai
Pappu Ab To Mafi Mango Banti Bada Hai Bhai
Wada Karo Hath Milakar Nahi Karoge Ladai
Hath Milkar Ek Duje Ko Milkar Gale Lagao
Ab To Gale Lag Jao Tik Dik Tum Tum Tum Aur Hum
Hum Or Tum Khele Ankh Micholi Hum
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum
Jhumo Nacho Gao Sang Sang
Are Kitna Hasi Hai Pyar Ka Mausam
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum
Tik Dik Tum Tum Tik Dik Tum Tum

Share your thoughts

Kishore kumar jayshree shivram baby rajeshwari baby kavita paudwal samay ki dhaara tum aur hum, Kishore, Sun sun re zara insaan shivram, Shivram, Jaishree, Jugal, Kumar, Shankar jaikishan shararat (1959) hasrat jaipuri, Sati anusuya (1956) bharat vyas, Kishore-tilak, Shararat (1959), Mangeshkar, Rajesh, Hum aur tum, Jaikishan, Shailendra, Ajab hai dastan teri ae zindagi, Gauhar, Shankar, Raj, Laye, Ghar, Mukesh, Burman, Ajayuv, Kanpuri, Hum, Hain, Lata, Rafi