Teri Hasti Hain Kya Song Lyrics from the movie/album Loha released in the year 2016 starring Dharmendra, Shatrughan Sinha. The song Teri Hasti Hain Kya was sung by Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Shabbir Kumar. This movie/album was directed by Raj N. Sippy. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Farooq Qaiser. The music rights for song purely belongs to T-Series

Teri Hasti Hain Kya Lyrics

Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Jhukayega Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sans Jab Tak Hain Hum To Nachege
Aans Jab Tak Hain Hum To Nachege
Jisne Paida Kiya Woh Bachayega
Jisne Paida Kiya Woh Bachayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega Teri Hasti Hain Kya

Apne Ghunghruki Kasam
Nachate Jayenge Hum
Jaan Jaye Ke Rahe
Ab Na Rokenge Kadam
Lagi Tan Man Mein
Agan Ab Yeh Karegi Jalan
Kamp Jayegi Zameen
Sar Zuka Dega Gagan
Ghum Udthana Likha Hain
Muqaddar Mein
Dil Jalana Likha Hain
Muqaddar Mein
Uski Margi Hain Tu Kya Nachayeja
Uski Margi Hain Tu Kya Nachayeja
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega Teri Hasti Hain Kya

Tere Sar Pe Chadha Joothi Takat Ka Nasha
Tukjhko Malum Nahin Hal Kya Hoga Tera
Hai Tera Naam Bura Hain Tera Kam Bura
Yaad Rakh Hoga Yahi Tera Anzam Bura
Khali Jata Nahin Var Aaho Ka
Tujhko Badla Milega Gunaho Ka
Nav Kagaz Ki Kab Tak Chalayega
Nav Kagaz Ki Kab Tak Chalayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega Teri Hasti Hain Kya

Khun Bahta Hain Jaha Aag Lagti Hain Waha
Aaj Julmo Ka Tere Fesla Hoga Yaha
Bachke Jayega Na Tu Chain Payega Na Tu
Rang Lata Hain Sada Ye Gunaho Ka Lahu
Aasma Wala Insaf Karta Hain
Aasma Wala Insaf Karta Hain
Jisne Jaisa Kiya Waisa Phal Ta Hain
Ghar Ka Deepak Hi Ghar Ko Jalayega
Ghar Ka Deepak Hi Ghar Ko Jalayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Teri Hasti Hain Kya Jo Mitayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega
Sar Garibo Ka Tu Kya Jhukayega
Kya Jhukayega.

Share your thoughts

Anuradha paudwal, Saat taalon mein rakh lyrics, Saat taalon mein rakh saat parde main rakh, Saat taalon mein rakh jhankar, Tu ladki no 1 hai konison khan remix, Tu ladki no 1 hai jhankar, Saat taalon mein rakh video song, Loha movie ka gana, Saat taalon mein rakh, Tu ladki no 1 hai - remix, Tu ladki number one hai, Saat taalon mein rakh dj, Tu ladki number one hai hd, Saat taalon mein rakh 4k song, Shabbir kumar hit songs remix, Shabbir kumar remix songs, Tu ladki no 1 hai