Teri Chahat Mein Balam Song Lyrics from the movie/album Shrimatiji released in the year 2016 starring I.S. Johar, Shyama. The song Teri Chahat Mein Balam was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by I.S. Johar. The music was given by Jimmy. The lyrics were Penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal). The music rights for song purely belongs to Saregama

Teri Chahat Mein Balam Lyrics

Teri Badli Huyi Bedard
Nazar Yaad Aayi
Chalte Chalte Mere Hothon
Pe Ye Fariyad Aayi

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Mein Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam Haye

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Me Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam Haye

Meri Masum Wafao
Pe Huye Lakh Sitam

Meri Masum Wafao
Pe Huye Lakh Sitam

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Mein Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam Haye

Zindagi Kuchh Bhi Nahi
Teri Chahat Ke Siva

Zindagi Kuchh Bhi Nahi
Teri Chahat Ke Siva

Maine Ki Tujhse Mohabbat
Yahi Thi Meri Khata

Maine Ki Tujhse Mohabbat
Yahi Thi Meri Khata

Royi Taqdir Meri Sunke
Mera Kissa Ye Gham

Royi Taqdir Meri Sunke
Mera Kissa Ye Gham

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Me Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam

Pyar Phulo Ko Mera
Pyar Gulshan Ko Mera

Pyar Phulo Ko Mera
Pyar Gulshan Ko Mera

Pyar Gujre Huye Ujde
Huye Sawan Ko Mera

Pyar Gujre Huye Ujde
Huye Sawan Ko Mera

Pyar Fariyad Ko Aaya
Na Jise Mujhpe Reham

Pyar Fariyad Ko Aaya
Na Jise Mujhpe Reham

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Me Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam Haye

Chhod Ulfat Ki Gali
Teri Duniya Ko Chali

Chhod Ulfat Ki Gali
Teri Duniya Ko Chali

Na Mitungi Na Mitegi
Ye Mere Dil Ki Lagi

Na Mitungi Na Mitegi
Ye Mere Dil Ki Lagi

Sanse Bhi Ye Meri
Aayegi Sada Hardam

Sanse Bhi Ye Meri
Aayegi Sada Hardam

Teri Chahat Mein Balam
Teri Chahat Mein Sanam

Mit Gaye Hum Teri Kasam
Mit Gaye Hum Teri Kasam Haye.

Share your thoughts

Shrimatiji, Geeta dutt, Teri chahat me balam, Shyama, Jimmy, Johar, I s johar, Baldev mehta, Shreematiji, Taqdeer ne loota mujhe, Ram avtar, Vimla, Singer, Emotional, Old classic, Hindi movie, Agha, Murad, Manju, Music, Hindi, Majnu, Indira, Prabha, Indian, Download, Nasir khan, Indian film, Black and white, Dance, Song, Director, Bollywood, Movie, Ultra, Sad, Film, Tun tun