Tere Hee Sapne Song Lyrics from the movie/album Love Forever released in the year 2018. The song Tere Hee Sapne was sung by Dr. Manish Sinha. The music was given by Dr. Manish Sinha. The lyrics were Penned by Sanjeev Kumar - I

Tere Hee Sapne Lyrics

Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai
Lahro Ke Jaisa Ab Hamesha Ye Machalta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai

Meri Zindagi Me Muskurahat Aa Gayi Tumse
Meri Zindagi Me Muskurahat Aa Gayi Tumse
Meri Zindagi Me Muskurahat Aa Gayi Tumse
Tere Khayalo Ki Khushbu Se Dil Mahakta Hai
Tere Khayalo Ki Khushbu Se Dil Mahakta Hai
Lahro Ke Jaisa Ab Hamesha Ye Machalta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai

Nahi Hoti Kabhi Mukkamal Zindagi Me Mohabbat
Nahi Hoti Kabhi Mukkamal Zindagi Me Mohabbat
Nahi Hoti Kabhi Mukkamal Zindagi Me Mohabbat
Sochkar Aksar Ab Ye Mera Dil Dhadkata Hai
Sochkar Aksar Ab Ye Mera Dil Dhadkata Hai
Lahro Ke Jaisa Ab Hamesha Ye Machalta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai

Ye To Kudrat Ka Faisla Hai Ye Itfaaq Nahi Hai
Ye To Kudrat Ka Faisla Hai Ye Itfaaq Nahi Hai
Ye To Kudrat Ka Faisla Hai Ye Itfaaq Nahi Hai
Milegi Manjil Mere Pyar Ki Dil Kahta Hai
Milegi Manjil Mere Pyar Ki Dil Kahta Hai
Lahro Ke Jaisa Ab Hamesha Ye Machalta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai
Tere Hi Sapne Liye Mera Dil Dhadkta Hai

Share your thoughts

Dr. manish sinha, Love forever, Shatrughan sinha movies, Tere hi sapne, Sant harish motivational speech hindi, Tu hi hai aashiqui lyrics, Ek porgi lyrics, Ghazal (poetic verse form), O saathi lyrics, Sridevi movie, Amar shakti movie, Amar shakti full movie, Mr.bechara full movie, New hindi movie bollywood, Shivani new video shivani ki shadi, Bachedani nikalne ke baad kya pareshani hoti hai, Chanakya niti chapter, Chanakya neeti in hindi, New movie