Tere Dil Se Song Lyrics from the movie/album Ghazab released in the year 2013 starring Bhagwan, Shanta Patel. The song Tere Dil Se was sung by Premlata, Zawar Hussain. The music was given by Shakat Ali Dehlavi (Nashad). The lyrics were Penned by A. Karim. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tere Dil Se Lyrics

Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila
Achha Hua Ya Bura
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila

Ho Jab Mile Naino Se Nain
Ho Jab Mile Naino Se Nain
Jata Raha Dil Na Chain
Haye Mere Dil Ka Chain
Jata Raha
Lut Gaye Sabro Karar
Dil Ko Bada Dukh Mila
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila

Ishq Ki Dekhi Sadak
Ishq Ki Dekhi Sadak
Dil Gaya Mera Dhadak Dhadak
Dil Gaya Mera Dhadak
Dar Na Lage Aisa Kuch
Naino Se Amrit Pila
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila

Ho Dar Ki Kya Baat Hai
Ho Dar Ki Kya Baat Hai
Jabse Mera Sath Hai
Tera Mera Sath Hai
Tera Mera
Chalta Rahe Bas Yuhi
Pyar Ka Yeh Silsila
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila

Samne Jab Pyar Ho
Samne Jab Pyar Ho
Phir Kise Inkar Ho
Phir Kise Inkar Ho
Zindagi Mein Aaj Yeh
Ek Naya Gul Khila
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila
Acha Hua Ya Bura
Isme Tera Kya Kasur
Isme Mera Kya Gila
Ho Tere Dil Se Mera Dil Mila.

Share your thoughts

Tere dil ka mere dil se rishta purana hai lyrics, Tere dil ka rishta lyrics koi aap sa, Tere dard se dil lyrics, Tere dil ka mere dil se rishta purana hai status, Tere dil ka mere dil se rishta purana status, Tere dil ka mere dil se rishta purana ha whatsapp status, Tere dil ka mere dil se rishta purana hai song status, Tere dil ka mere dil se rishta purana hai, Tere dard se dil aabad raha rishi kapoor, Tere dil ka mere dil se rishta purana hai ?