Tere Dil Main Panaah Song Lyrics released in the year 2024. The song Tere Dil Main Panaah was sung by Arun Dev Yadav. The music was given by Saif Ali. The lyrics were Penned by Ayush (Yaara). The music rights for song purely belongs to Griebs Music

Tere Dil Main Panaah Lyrics

Saanson Main Tu Ghulne Lagi Khushbu Ki Tarah
Maangu Duaa Rabb Se Yehi Ho Jau Tujhme Fanaah
Tere Siwa Abb Chahu Na Kuch Bhi
Kar Le Yakin Wa Khuda

Dede Mujhe Dede Zara Tere Dil Main Panaah
Hone Na Dunga Main Fir Kabhi Tujhe Mujhse Juda
Dede Mujhe Dede Zara Tere Dil Main Panah
Hone Na Dunga Main Fir Kabhi Tujhe Mujhse Juda

Aankhon Se Meri Aankho Ne Teri
Jaane Khuda Ye Kya Keh Diya
Kuch Bhi Na Socha Kuch Bhi Na Jana
Dil Ye Bas Tujhko De Diya

Aankhon Se Meri Aankho Ne Teri
Jaane Khuda Ye Kya Keh Diya
Kuch Bhi Na Socha Kuch Bhi Na Jana
Dil Ye Bas Tujhko De Diya

Dil Ke Sehar Main Ishq Sajaye
Aa Dono Mil Ke Yeha

Dede Mujhe Dede Zara Tere Dil Main Panah
Hone Na Dunga Main Fir Kabhi Tujhe Mujhse Juda
Dede Mujhe Dede Zara Tere Dil Main Panah
Hone Na Dunga Main Fir Kabhi Tujhe Mujhse Juda

Share your thoughts

Tere dil main panaah, Tere dil main panaah griebs music, Lyrics, Main toh deewana hindi lyrics, Tere dil main panaah music video, Tere dil main panaah song, Panna ki tamnna hai lyrics, Panna ki tamnna hai with hindi lyrics, Bepanah pyaar hai aaja lyrics, Main toh deewana lyrics, Arun dev yadav, Panna ki tamnna hai with english lyrics, Arun dev yadav new song, Rishta kya kehlata hai lyrics song, Badri ki dulhania lyrics, Ya rab tu meri panah hai