Tera Fitoor Song Lyrics from the movie/album Genius released in the year 2018 starring Utkarsh Sharma, Ishita Chauhan. The song Tera Fitoor was sung by Atif Aslam, Tulsi Kumar. This movie/album was directed by Anil Sharma. The music was given by Himesh Reshammiya. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to Tips Music

Tera Fitoor Lyrics

Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re
Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re

Tu Jo Mere Sang Chalne Lage
To Meri Raahein Dhadakne Lage
Dekhun Na Jo Ik Pal Main Tumhein
Toh Meri Baahein Tadapne Lage

Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re

Haathon Se Laqeerein Yehi Kehti Hai
Ki Zindagi Jo Hai Meri
Tujhi Mein Ab Rehti Hai

Labon Pe Likhi Hai Mere Dil Ki Khwaahish
Lafzon Mein Kaise Main Bataaun
Ikk Tujhko Hi Paane Ki Khaatir
Sabse Judaa Main Ho Jaaun

Kal Tak Maine Jo Bhi Khwaab The Dekhe
Tujhme Woh Dikhne Lage
Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re

Saanson Ke Kinaare Bade Tanha Thhe
Tu Aa Ke Inhe Chhu Le Bas
Yehi Toh Mere Armaan Thhe
Saari Duniya Se Mujhe Kya Lena Hai
Bas Tujhko Hi Pehchaanu
Mujhko Na Meri Ab Khabar Ho Koi
Tujhse Hi Khudko Main Jaanu
Raatein Nahi Kat’ti Bechain Se Hoke
Din Bhi Guzarne Lage

Ishq Jo Zara Sa Tha Woh Badh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re
Tera Fitoor Jab Se Chadh Gaya Re.

Share your thoughts

Tera fitoor lyrical - genius | utkarsh sharma, Himesh reshammiya songs, Tera fitoor genius, Himesh reshammiya, Utkarsh sharma, Ishita chauhan | arijit singh | himesh, Tera fitoor arijit singh, Tera fitoor lyrics, Ishita chauhan | arijit singh | himesh reshammiya terab fitoor femail version, Genius teaser, Himesh new songs, Utkarsh sharma interview, Himesh new movie, Arijit singh lyrics tera fitoor, Tera fitoor song, Tera fitoor song lyrics, Tera fitoor utkarsh sharma