Tera Bhi Ye Haal Hua
Mera Bhi Ye Haal Hua
Do Din Ko Hum Bichhde To
Ek Ek Pal Ek Saal Hua
Aisi Bhul Kabhi Yaar Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha
Na Ji Na Na Na
Na Ji Na Na Na
Ha Ji Ha
Tera Bhi Ye Haal Hua
Mera Bhi Ye Haal Hua
Do Din Ko Hum Bichhde To
Ek Ek Pal Ek Saal Hua
Aisi Bhul Kabhi Yaar Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha
Na Ji Na Na Na
Na Ji Na Na Na
Ha Ji Ha
Hum Samjhe The Ki
Pyar Bada Aasan Hai
Dil Ke Hatho Mushkil Me Ab Ye Jaan Hai
Hum Samjhe The Ki
Pyar Bada Aasan Hai
Dil Ke Hatho Mushkil Me Ab Ye Jaan Hai
Phul Nahi Ye Tauba
Tir Kamaan Hai
Is Dariya Ke Sahil Pe Tufan Hai
Aag Ka Ye Dariya Paar Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha
Na Ji Na Na Na
Na Ji Na Na Na
Ha Ji Ha
Ab Kya Ho Sakta Hai
Ke Pyar Ho Gaya Vapas Jane Ka Rashta
Hi Kho Gaya Ab Kya Ho Sakta Hai
Ke Pyar Ho Gaya Vapas Jane Ka Rashta
Hi Kho Gaya Jan Rahi Bas Baki
Ye Dil To Gaya Sari Rat Jage Hum
Chand Bhi So Gaya Ha Ye Mohabbat Ka
Ikarar Na Hum Karte Jo Hum Aisa Jante To
Pyar Na Hum Karte Ha Ji Ha Na Ji Na
Na Na Na Ji Na Na Ha Ji Ha
Tera Bhi Ye Haal Hua
Mera Bhi Ye Haal Hua
Do Din Ko Hum Bichhde To
Ek Ek Pal Ek Saal Hua
Aisi Bhul Kabhi Yaar Na Hum Karte
Jo Hum Aisa Jante To Pyar Na Hum Karte
Ha Ji Ha
Na Ji Na Na Na
Na Ji Na Na Na
Ha Ji Ha
Tera Bhi Ye Haal Huya Song Lyrics from the movie/album Dandnayak released in the year 2018 starring Naseruddin Shah, Inder Kumar. The song Tera Bhi Ye Haal Huya was sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik. This movie/album was directed by Sikander Bharti. The music was given by Rajesh Roshan. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts