Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Kaisi Zamin Banayi Kya Aasman Banaaya
Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Miti Se Bale Bute Kya Khusnuma Ugaye
Behla Ke Sabz Khilat Unko Jawan Banaya
Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Suraj Se Humne Payi Garmi Bhi Roshni Bhi
Suraj Se Humne Payi Garmi Bhi Roshni Bhi
Kya Khub Chashma Tune Aye Mehrbaanbanay
Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Har Chiz Se Hai Uski Karigari Tapakti
Har Chiz Se Hai Uski Karigari Tapakti
Ye Karkhana Tune Kab Rayga Banay
Tarif Us Khuda Ki Jisnay Jaha Banaaya
Kaisi Zamin Banayi Kya Aasman Banaaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Jahan Banaya Song Lyrics from the movie/album Chirag (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Tarif Us Khuda Ki Jisne Jahan Banaya was sung by Chitra Singh, Jagjit Singh
Share your thoughts