Taqdeer Ne Loota Mujhe Song Lyrics from the movie/album Shrimatiji released in the year 2016 starring I.S. Johar, Shyama. The song Taqdeer Ne Loota Mujhe was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt). This movie/album was directed by I.S. Johar. The music was given by Jimmy. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri. The music rights for song purely belongs to Saregama

Taqdeer Ne Loota Mujhe Lyrics

Taqdeer Ne Loota Mujhe
Taqdeer Ne Loota
Manzil Pe Lake Pyar Ne
Begana Kar Diya

Taqdeer Ne Loota Mujhe
Taqdeer Ne Loota
Manzil Pe Lake Pyar Ne
Begana Kar Diya

Lakho Hi Sahe Humne Sitam
Gham Bhi Utahye Gham Bhi Utahye
Rote Hai Dil Hi Dil Me Sanam
Dard Chhupaye Dard Chhupaye

Aabad Hai Gham Se
Meri Aabad Hai Duniya
Ek Bewafa Ke Pyar
Ne Diwana Kar Diya

Taqdeer Ne Loota Mujhe
Taqdeer Ne Loota
Manzil Pe Lake Pyar Ne
Begana Kar Diya
Kya Kya Thi Tamnaaye
Jo Hum Leke Chale Hai
Kya Kya Thi Tamnaaye
Jo Hum Leke Chale Hai

Dil Pehle Diya Jaan Bhi
Ab Deke Chale Hai
Ha Jaan Deke Chale Hai
Fariyad Hai Gham Ki
Mere Fariyad Hai Duniya
Chhoti Si Baat Thi
Jise Afsana Kar Diya

Taqdeer Ne Loota Mujhe
Taqdeer Ne Loota
Manzil Pe Lake Pyar
Ne Begana Kar Diya

Hum Khud Hi Taposayat
Bane Ulfat Ko Basake
Rote Hai Ashqo Ko
Sine Se Laga Ke
Lo Pyar Bhi Ab Chal
Diya Nazro Ko Bachake
Haye Nazro Ko Bachake

Mashad Hai Gham Se
Meri Mashad Hai Duniya
Ek Dil Tha Jisko Pehle
Hi Nazrana Kar Diya
Taqdeer Ne Loota Mujhe
Taqdeer Ne Loota
Manzil Pe Lake Pyar
Ne Begana Kar Diya.

Share your thoughts

Taqdeer ne loota mujhe, Shrimatiji, Geeta dutt, Shyama, Jimmy, Johar, I s johar, Shreematiji, Baldev mehta, Ram avtar, Emotional, Agha, Murad, Vimla, Music, Majnu, Singer, Prabha, Download, Nasir khan, Bollywood, Hindi movie, Old classic, Song, Sad, Indira, Director, Black and white, Hindi, Movie, Ultra, Indian, Film, Tun tun