Taare Saare Chuup Gae Song Lyrics from the movie/album Kabali released in the year 2016 starring Rajinikanth, Winston Chao. The song Taare Saare Chuup Gae was sung by Pradeep Kumar (Deepu). This movie/album was directed by Pa. RanjiKabali (2016)th. The music was given by Santhosh Narayanan. The music rights for song purely belongs to Think Music India

Taare Saare Chuup Gae Lyrics

Behti Hui Main Hu Nadi
Sagar Ki Talash Hai
Sagar Se Milwa De
Band Ho Na Jaaye

Hai Dil Yeh Ghayal
Jo Bhara Hai Dard Se
Kaisi Bebasi

Taare Saare Chuup Gae
Phir Chaaya Andhera
Tanha Phir Se Reh Gaye Hum

Kyun Ye, Hum Se..
Teri Doori..
Kaha Hai Woh Dil Tera
Tha Jo Kabhi Ghar Mera
Ghar Se Kyun Beghar..
Kardiya..tune..

Dil Kare Teri Bahon Mein
Aake Abhi Chuup Jaaun Main
Bheegi Teri Inn Aankho Mein
Banke Roshni Abhi Sama Jau Main

Dodi Dodi Aau Jo Pukare Pyar Se
Par Tu Hai Nahi

Taare Saare Chuup Gae
Phir Chaaya Andhera
Tanha Phir Se Reh Gaye Hum

Dil Ki, Baatein
Kya Main..keh Doon..

Aati Hai Tu Khwabon Mein Toh
Samne Kyun Aati Nahi
Ghadi Ghadi Mujhe
Kyun Sataati Nahi..

Behti Hui Main Hoon Nadi
Sagar Ki Talash Hai
Sagar Se Milwa De
Dard Ye Judai Ka Mitta
Aa Zara

Phir Se Woh Lamhe
Woh Suhaani Raat De
De Tu Hath De.

Taare Saare Chuup Gae
Phir Chaaya Andhera
Tanha Phir Se Reh Gaye Hum.

Share your thoughts

No Keywords