Sur Badle Kaise Kaise Dekho Kismat Ki Shahnaai
Sur Badle Kaise Kaise Dekho Kismat Ki Shahnaai
Haath Me Aaya Na Haath Piya Ka Kaahe Ko Mehadi Rachaai
Sur Badle Kaise Kaise Dekho Kismat Ki Shahnaai
Bikhar Gayi Sehre Ki Kaliya Haar Singar Bhi Pad Gaya Phika
Bikhar Gayi Sehre Ki Kaliya Haar Singar Bhi Pad Gaya Phika
Ghunghat Hi Ki Ot Se Paaya Chaar Ghadi Bas Darshan Pi Ka
Tut Gaye Sab Sundar Sapne Raat Milan Ki Na Aayi
Sur Badle Kaise Kaise Dekho Kismat Ki Shahnaai
Sur Badle Kaise Kaise Dekho Kismat Ki Shahnaai
Sur Badle Kaise Kaise Dekho Qismat Ki Shahnai (Part 1) Song Lyrics from the movie/album Barkha released in the year 2018 starring Jagdeep, Nanda. The song Sur Badle Kaise Kaise Dekho Qismat Ki Shahnai (Part 1) was sung by Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Krishnan Panju. The music was given by Chitragupt. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan
Share your thoughts