Suno Sunata Hoon Main Tumhe Song Lyrics from the movie/album Ghar Ghar Ki Kahani released in the year 2018 starring Balraj Sahni, Nirupa Roy. The song Suno Sunata Hoon Main Tumhe was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by T Prakash Rao. The music was given by Kalyanji Anandji. The lyrics were Penned by Rajinder Krishan

Suno Sunata Hoon Main Tumhe Lyrics

Suno Sunata Hu Tumhe Ek Amar Kahani
Sharvan Ki Amar Kahani
Maat Pita Ke Liye Jisne Di Kurbani
Kurbani
Maat Pita Ke Liye Jisne Di Kurbani
Kurbani

Nainhin Maa Baap Ke Naino Ka Tha Wo Ujiyara
Khel Kud Ko Bhul Chuka Tha Wo Baalak Bechara
Maat Pita Ki
Maat Pita Ki Sewa Hi Ko Jivan Jisne Jana
Unke Charno Ki Maati Ko Chandan Jisne Mana
Suno Sunata Hu Tumhe Ek Amar Kahani
Sharvan Ki Amar Kahani
Maat Pita Ke Liye Jisne Di Kurbani
Kurbani

Kaandhe Ka Var Daal Chala Wo Beta Aagya Kari
Mata Pita Ke Bojh Ko Samjha Phulo Se Kam Bhari
Tufano Ne Rasta Roka
Tufano Ne Rasta Roka Vipdao Ne Pag Pag Toka
Bhukh Pyas Ne Hosh Udaye
Bhukh Pyas Ne Hosh Udaye
Sharvan Magar Badhta Hi Jaye
Sharvan Magar Badhta Hi Jaye
Kadam Kadam Par Thokar Khata
Har Thokar Ki Hansi Udata
Ek Lagan Thi Ek Hi Dhun Thi
Ek Lagan Thi Ek Hi Dhun Thi
Maat Pita Ke Band Aankho Ke
Jab Tak Khule Na Dware
Daata De Vardan Ye Balak Tab Tak Ji Na Haare
Suno Sunata Hu Tumhe Ek Amar Kahani
Sharvan Ki Amar Kahani
Maat Pita Ke Liye Jisne Di Kurbani
Kurbani

Chalte Chalte Pahunch Gaya Ek Din Saryu Ke Kinare
Bilakh Rahe The Budhe Mata Pita Pyas Ke Marae
Kaanwar Ko Kaandhe Se Utara
Kaanwar Ko Kaandhe Se Utara
Gaya Nadi Ke Tat Jal Bharne
Gaya Nadi Ke Tat Jal Bharne
Pani Bharte Bharte Aakar Ghera Honi Ke Chakkar Ne
Khel Rahe The Dashrath Van Me Kahin Shikar
Samjhe Saryu Tat Par Pani Peeti Hai
Hirno Ki Daar
Baandh Nishana Tear Chalaya
Huyi Ek Aisi Bhul

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Kalyanji anandji, Kalyanji anandji songs, Mahendra kapoor, Raj kapoor, Kalyanji anandji hit songs, Bharat ka rehne wala hoon mahendra kapoor, Music kalyanji anandji, Mahendra kapoor mahima shree ram ki main hoon teri, Lyrics of bharat ka rehne wala hoon, Ghar ghar ki kahani, Kalyaniji anandji, Mahendra kapoor songs, Rajendra, Pyaar bhare gaane, Bharat ka rahnewala hoon lyrics in hindi, Bharat ka rahnewala hoon song lyrics in english, Balraj sahni