Subh Din Aaya Bahar Ka Ke Laga Mela Ye Pyar Ka
Machi Dhum Sare Nagar Subh Din Aaya Bahar Ka
Machi Dhum Sare Nagar
Mili Sabko Manjil Ke Ujali Hai Mahfil
Janab Khushi Ka Diya Taro Ki Aanhko Ka Tara Tu
Chanda Ke Darpan Se Pyara Tu
Tujhse Hai Roshan Dharti Ka Daman
Dil Ka Najar Ka Ujala Tu Taro Ki Aankho Ka Tara Tu
Jo Mujhse Dur Tha Mere Karib Hai
Duniya Me Apna Apna Nasib Hai
Jo Mujhse Dur Tha Mere Karib Hai
Duniya Me Apna Apna Nasib Hai
Man Ke Hindole Me Jisko Jhulau
Raja Kanhaiya Mera Taro Ki Aanhko Ka Tara Tu
Chanda Ke Darpan Se Pyara Tu
Tujhse Hai Roshan Dharti Ka Daman
Dil Ka Najar Ka Ujala Tu Taro Ki Aankho Ka Tara Tu
Subh Din Aaya Bahar Ka Song Lyrics from the movie/album Phoolon Ki Sej released in the year 2018 starring Ashok Kumar, Vyjayantimala. The song Subh Din Aaya Bahar Ka was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Inder Raj Anand. The music was given by Adi Narayana Rao. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts