Still The Same Song Lyrics released in the year 2024. The song Still The Same was sung by King, Abhijay Sharma. The music was given by Abhijay Sharma. The lyrics were Penned by King. The music rights for song purely belongs to King

Still The Same Lyrics

Zindagi Ke Do Raste Hain
Pehle Pe Tu Doosre Pe Hum
Jo Main Nahi Aa Sakta Wahan
Tu Aake Yahan Karde Baatein Khatam

Mere Sanam Waqt Hai Kam
Do Maare Show Khoka Rakam
Zindagi Hai Tez Kaand-karam
Dono Hi Galat Kya Hisaab Tu Mujhse Karaayegi

Main Kehta Raha Koi Na Mila
Jo Samjhe Dil Mein Hai Kya Dard Chhupa
Marz Pata Lag Jaayega To Dawa Apne Aap Mil Jaayegi

Tu Sataayegi Aur Rulaayegi
Aisi Jeet Bhi Kya Hi Paayegi
Na Bataayegi Jab Hum Poochenge

Kyon Rishte Chhuda Ke Ye Man Mera Bhaage
Tum Aake Kabhi Gale Se Lag Jao Na
Sir Pe Mere Haath Rakh Jao Na
Ki Zindagi Khafa Hai To Toote Hum Saare
Tum Aake Kabhi Baat Kar Jao Na
Din Mein Meri Raat Kar Jao Na

Main Rota To Wo Hanste Hain
Lahza Hai Sakht Na Aa Rahi Sharam
Maine Paas Se Apnon Ko Dekha To Sab The Paraaye
Ghalib Dekh Ke Aa Gayi Sharam
Aankhein Bhi Band Kar Sakte Hain
Par Kyon Karein Hum Jo Nahi Ye Bharam

Sach Aur Hota Dilkash Jab Nai Zindagi Leke Chal Padte Tere Sang
Saare Leke Tere Gham
Main Hawa Mein Uda Deta Saare Tere Rang
Main Paison Ki Kashti Banake Duba Deta Sab
Aur Hata Deta Jo Na Ho Pasand

Kyon Rishte Chhuda Ke Ye Man Mera Bhaage
Tum Aake Kabhi Gale Se Lag Jao Na
Sir Pe Mere Haath Rakh Jao Na
Ki Zindagi Khafa Hai To Toote Hum Saare
Tum Aake Kabhi Baat Kar Jao Na
Din Mein Meri Raat Kar Jao Na

Share your thoughts

Abhijay sharma, Obsessed lyrics, Abhijay sharma king still the same, Abhijay sharma still the same, Abhijay sharma king still the same reaction, Still the same, Abhijay sharma king still the same afaik reaction, Abhijay sharma still the same reaction, Sanwarey abhijay sharma, Riar saab abhijay sharma lyrics, Riar saab abhijay sharma obsessed lyrics, Lyrics riar saab abhijay sharma obsessed, Lyrics of riar saab abhijay sharma obsessed, Abhijay sharma music, Lyrics