Sone Ke Jaisi Teri Jawaani Song Lyrics from the movie/album Maa Tujhhe Salaam released in the year 2013 starring Sunny Deol, Tabu. The song Sone Ke Jaisi Teri Jawaani was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Tinu Verma. The music was given by Sajid Ali, Wajid Ali. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Universal Music

Sone Ke Jaisi Teri Jawaani Lyrics

Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani
Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani
Saara Jahan Pada Aage Peeche
Khud Ko Bhala Sambhaloon Kaise
Deja Tu Challa Nishani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani
Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani

Shola Daba Kab Se Bhadak Na Jaaye Re
Seene Mein Hai Jo Dil Dhadak Na Jaaye
Palko Main Mujhko Basa Le Tu
Hoton Se Mujhko Laga Le Tu
Hoton Se Mujhko Laga Le Tu
Are Jagir Hai Yeh Husn Tera
Tere Liye Hai Sab Kuch Mera
Qurbaan Tujh Pe Deewaani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani
Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani

Resham Wali Chunri Sarak Gayi Zubaan Se
Ab To Lipat Ja Tu Anari Mere Daaman Se
Haalat Hai Kya Kahin Na Jaaye
Doori Zara Sahi Na Jaaye
Doori Zara Sahi Na Jaaye
Tu Baadshah Main Teri Begum
Hogi Kabhi Yeh Chaahat Na Kam
Teri Hai Yeh Zindagaani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani
Sone Ke Jaisi Hai Meri Jawani
Aake Chura Le Tu Dilbar Jaani.

Share your thoughts

Sajid wajid songs, Maa tujhe salaam songs, Maa tujhe salaam 2002 songs, Maa tujhe salaam movie songs, Sone ke jaisi hai meri jawani, Maa tujhe salaam sunny deol, Maa tujhe salaam song, Teri jawani badi mast mast hai, Maa tujhe salaam hd video, Maa tujhhe salaam, Wajid, Wajid ali baghdadi and farha lal, Maa tujhe salaam, Maa tujhe salaam movie, Sunny leone latest songs, Maa tujhe salaam full movie, Maa tujhe salaam full movies, Sunny leone 2015, Sunny leone new song