Soja Soja Chup Ho Song Lyrics from the movie/album Sansar released in the year 2016 starring Rekha, Raj Babbar. The song Soja Soja Chup Ho was sung by Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Rama Rao Tatineni. The music was given by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal). The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to T-Series

Soja Soja Chup Ho Lyrics

Soja Soja Chup Ho Ja Soja Soja
Ro Ro Ke Mere Munne
Tu Kisko Pukare
Is Ghar Ke Log Tujhe
Bhul Gaye Sare
Ro Ro Ke Mere Munne
Tu Kisko Pukare
Is Ghar Se Log Tujhe
Bhul Gaye Sare
So Ja Soja Chup Ho Ja Soja

Chand Amwas Ka Hain Tu
Patjhad Ka Tu Phool Hain
Patjhad Ka Tu Phool Hain
Koi Tujhko Yad Kare
Ye Tere Man Ki Bhul Hain
O Meri Ankhiyo Ke Tute Hue Tare
Ro Ro Ke Mere Munne
Tu Kisko Pukare

Tut Gaya Jhula Tut Gayi Dori
Munna Roye Maa Bhi Roye
Kaun Sunaye Lori
Aa Gale Lag Ke Roye
Hum Kismat Ke Mare
Ro Ro Ke Mere Munne
Tu Kisko Pukare

Kuch Logo Ko Ye Paisa
Itna Pyara Hota Hain
Kuch Logo Ko Ye Paisa
Itna Pyara Hota Hain
Duniya Mein Sab Cheezo Ka
Batwara Hota Hain
Is Ghar Mein To

Pyar Ke Bhi Ho Gaye Batware
Ro Ro Ke Mere Munne
Tu Kisko Pukare
Is Ghar Ke Log Tujhe Bhul Gaye Sare
Soja Soja Chup Ho Ja Soja Soja
Soja Chup Ho Ja Soja.

Share your thoughts

Mahesh kothare movie mere lal, Dev kumar mere lal, Dev kumar movie mere lal, Indrani mukherjee movie mere lal, Abhi bhattacharya, Mere lal part, Mere lal, Mera lal, Mere lal film, Mera lal film, Mere lal movie, Mera lal movie, Mahesh kothare, Mere lal full movie, Mahesh kothare hindi movie, Lal mera, Indrani mukherjee, Indrani mukherjee hindi movie, Lal, Mere beta, Dev kumar, Dev kumar hindi movie