Sham Hai Dhua Dhua
Sham Hai Dhua Dhua
Sham Hai Dhua Dhua
Jism Ka Ruwan Ruwan
Uljhi Uljhi Sanso Se
Behki Behki Dhadkan Se
Keh Raha Hai Aarju Ki Dastan
Sham Hai Dhua Dhua
Sham Hai Dhua Dhua
Aarju Jhut Hai Kahani Hai
Aarju Ka Fareb Khana Nahi
Khush Jo Rehna Ho Jindagi Me Tumhe
Dil Kisi Se Kabhi Lagana Nahi
Mere Dil Peh Jo Likha Hai Woh Tumhara Naam Hai
Meri Har Najar Me Jana Tumko Salam Hai
Mujhko Tumse Pyar Hai
Mujhko Tumse Pyar Hai
Mujhko Tumse Pyar Hai Pyar Hai Pyar Hai
Gunjte Hai Mere Pyar Se Yeh Jamin Aasman
Sham Hai Dhua Dhua
Sham Hai Dhua Dhua
Kyu Banati Ho Tum Ret Ke Ye Mahal
Jinko Ek Roj Khud Hi Mitaogi Tum
Aaj Kehti Ho Is Diljale Se Pyar Hai Tumhe
Kal Mera Naam Tak Bhul Jaogi Tum
Tumhe Kyu Yakin Nahi Hai Ke Mai Pyar Me Hu Goom
Ho Mere Khwabo Me Tum Hi Ho Mere Dil Me Tum Hi Tum
Mujhko Tumse Pyar Hai
Mujhko Tumse Pyar Hai
Mujhko Tumse Pyar Hai Pyar Hai Pyar Hai
Pyar Me Nisar Ho Gaye Mere Jism Aur Jan
Sham Hai Dhua Dhua
Jism Ka Ruwan Ruwan
Uljhi Uljhi Sanso Se
Behki Behki Dhadkan Se
Keh Raha Hai Aarju Ki Dastan
Sham Hai Dhua Dhua
Sham Hai Dhua Dhua
Ek Pal Me Jo Aakar Gujar Jata Hai
Ye Hawa Ka Woh Jhoka Hai Or Kuchh Nahi
Pyar Kehti Hai Ye Sari Duniya Jise
Ek Rangin Dhoka Hai Aur Kuchh Nahi
Sham Hai Dhuan Dhuan Song Lyrics from the movie/album Diljale released in the year 2018 starring Ajay Devgn, Madhoo. The song Sham Hai Dhuan Dhuan was sung by Ajay Devgan, Poornima. This movie/album was directed by Harry Baweja. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Javed Akhtar
Share your thoughts