Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Shabnami Si Hawa Hai
Udke Dekhe To Kya Hai
Sabja Bahne Laga Hai
Shayad Aayi Hai Bahar
Hawa
Hawa
Shabnami Si Hawa Hai
Udke Dekhe To Kya Hai
Sabja Bahne Laga Hai
Shayad Aayi Hai Bahar
Hawa
Hawa
Kal Parso Se Peeli Peeli
Sarso Phul Rahi Hai
Baat Baat Pe Pankh Pasare
Bulbul Jhul Rahi Hai
Kal Parso Se Peeli Peeli
Sarso Phul Rahi Hai
Baat Baat Pe Pankh Pasare
Bulbul Jhul Rahi Hai
Shabnami Si Hawa Hai
Udke Dekhe To Kya Hai
Sabja Bahne Laga Hai
Shayad Aayi Hai Bahar
Hawa
Hawa
Sare Pe Chadhke Aam Ke Patte
Hath Hilate Hai
Koi Mehma Hoga Shayad
Pass Bulate Hai
Sare Pe Chadhke Aam Ke Patte
Hath Hilate Hai
Koi Mehma Hoga Shayad
Pass Bulate Hai
Ho Shabnami Si Hawa Hai
Udke Dekhe To Kya Hai
Sabja Bahne Laga Hai
Shayad Aayi Hai Bahar
Hawa
Hawa
Hawa
Hawa
Phir Aamo Par Baur Aaya Hai
Naachne Mor Aaya Hai
Phul Saje Hai
Ghar Me Rahne
Koi Aur Aaya Hai
Phir Aamo Par Baur Aaya Hai
Naachne Mor Aaya Hai
Phul Saje Hai
Ghar Me Rahne
Koi Aur Aaya Hai
Shabnami Si Hawa Hai
Udke Dekhe To Kya Hai
Sabja Bahne Laga Hai
Shayad
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Aayi Hai Bahar
Aa Aa Aayi Hai Bahar
Shabnami Si Hawa Hai Song Lyrics from the movie/album Bandar Bindas Bandar (Album) released in the year 2018. The song Shabnami Si Hawa Hai was sung by Shankar Mahadevan. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts