??shayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gaya
Kaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Leke Aa Gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gaya
Taa Umr Dhundhta Raha Manzil Main Ishq Ki
Taa Umr Dhundhta Raha Manzil Main Ishq Ki
Anjaam Deke Gard E Safar Leke Aa Gaya
Anjaam Deke Gard E Safar Leke Aa Gaya
Kaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Leke Aa Gaya
Nashtar Hai Mere Hath Me Kandho Pe Maikada
Nashtar Hai Mere Hath Me Kandho Pe Maikada
Lo Main Ilaaj E Dard E Jigar Leke Aa Gaya
Lo Main Ilaaj E Dard E Jigar Leke Aa Gaya
Kaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Leke Aa Gaya
Faakir Sanam Kade Me Na Aata Main Lautkar
Faakir Sanam Kade Me Na Aata Main Lautkar
Ek Zakhm Bhar Gaya Tha Idhar Leke Aa Gaya
Ek Zakhm Bhar Gaya Tha Idhar Leke Aa Gaya
Shayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gaya
Kaatil Ko Aaj Apne Hi Ghar Leke Aa Gaya
Shaayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gayaa Song Lyrics from the movie/album Rare Moments (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Shaayad Main Zindagi Ki Sahar Leke Aa Gayaa was sung by Jagjit Singh. The music was given by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Sudarshan Faakir
Share your thoughts