Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Bekraari Hain Bekraari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Bekraari Hain Bekraari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Aapke Baad Har Ghadi Hamne
Aapke Baad Har Ghadi Hamne
Aapke Baad Har Ghadi Hamne
Aapke Saath Hi Gujari Hain
Aapke Saath Hi Gujari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Raat Ko De Do Chaandani Kiridar
Raat Ko De Do Chaandani Kiridar
Raat Ko De Do Chaandani Kiridar
Din Ki Chadar Abhi Utari Hain
Din Ki Chadar Abhi Utari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Kal Ka Har Vaakya Tumahra Tha
Kal Ka Har Vaakya Tumahra Tha
Kal Ka Har Vaakya Tumahra Tha
Aaj Ki Daastaan Hamari Hain
Aaj Ki Daastaan Hamari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hain
Bekraari Hain Bekraari Hain
Shaam Se Aaj Saans Bhari Hai Song Lyrics from the movie/album Visaal (Ghulam Ali) released in the year 2018. The song Shaam Se Aaj Saans Bhari Hai was sung by Ghulam Ali. The music was given by Ghulam ali. The lyrics were Penned by Gulzar
Share your thoughts