Sawan Aaye Ya Na Aaye
Jiya Jab Jhume Sawan Hai
Sawan Aaye Ya Na Aaye
Jiya Jab Jhume Sawan Hai Sawan Aaye
Saaj Mile Jab Dil Se Dil Ke
Vahi Samay Man-bhawan Hai
Vahi Samay Man-bhawan
Bhawan Sawan Aaye
Jab Se Piya Tu Naino Me Aaya
Prem Ke Rang Me Rach Gayi Kaaya
Bhago Me Van Me Neel Gagan Me
Sab Me Hai Tere Roop Ki Chaya
Tu Hai Mere Sang To Hardam
Khushi Ki Aavan Hai
Khushi Ki Aavan-aavan Aavan Hai
Sawan Aaye Ya Na Aaye
Jiya Jab Jhume Sawan Hai Sawan Aaye
Aankhiya Majire Man Ek Taara
Inme Baaje Naam Tihaara
Hanste Gaate Jivan Bite
Aant Na Ho Ye Geet Humara
Mausam Aaya Sukh Pawan Ka
Dukho Ki Jaawan-jaawan Hai
Dukho Ki Jaawan-jawan Jaawan Hai
Sawan Aaye Ya Na Aaye
Jiya Jab Jhume Sawan Hai
Sawan Aaye Ya Na Aaye
Sawan Aaye Ya Na Song Lyrics from the movie/album Dil Diya Dard Liya released in the year 2018 starring Dilip Kumar, Waheeda Rehman. The song Sawan Aaye Ya Na was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by A R Kardar, Dilip Kumar. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Shakeel Badayuni
Share your thoughts