Sawaalon Mein Song Lyrics from the movie/album Samrat and Co. The song Sawaalon Mein was sung by Shreya Ghoshal. The music was given by Ankit Tiwari. The lyrics were Penned by Sandeep Nath

Sawaalon Mein Lyrics

Sawalon Mein Ye Kaisi Zindagi Gumaan Hai Gumaan
Nazar Yeh Kisko Dhoondti Dhuaan Hai Dhuaan
Hai Kayi Sargoshiyaan Kyun Jalti Hai Tanhaaiyaan
Sawalon Mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan Hai Gumaan Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan Hai Dhuaan

(Uljhi Ye Na Suljhi Aur Uljhi Daastaan Hai
Jisski Na Ho Manzil Ek Aisa Raasta Hai)-2
Hai Kayi Sargoshiyaan
Kyun Jalti Hai Tanhaaiyaan
Sawaalon Mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan Hai Gumaan
Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan Hai Dhuaan

Kyun Har Nazar Mein, Ik Ajab Si Tishnagi Hai
Har Shay Kyun Achanak Lag Rahi Ajnabi Hai
Kyun Har Nazar Mein, Ik Ajab Si Tishnagi Hai
Har Shay Kyun Achanak Lag Rahi Ajnabi Hai
Hai Kayi Sargoshiyaan
Kyun Jalti Hai Tanhaaiyaan
Sawaalon Mein Ye Kaisi Zindagi
Gumaan Hai Gumaan
Nazar Yeh Kisko Dhoondti
Dhuaan Hai Dhuaan

Share your thoughts

Shreya ghoshal songs, Shreya ghoshal, Shreya ghoshal and swaroop khan, Ankit tiwari, Naina lyrics, Naina song lyrics, Shreya ghosal songs, Samrat rajeev khandelwal, Samrat and co, Shreya ghosal new songs, Samrat and co., Shreya ghosal, Samrat & co rajeev khandelwal, Best of shreya goshal, Samrat & co, Samrat & co songs, Ranveer singh|shreya ghoshal, Naina full song lyrics, Lyrics jain, Sawanwa mein na jaib nando radha maurya, Sawanwa mein na jaib nando song, Samrat