Saqi Teri Nazar Hai Ke Khanjar Sharab Mai Song Lyrics from the movie/album Life Story Of Ghazals (Album) released in the year 2018. The song Saqi Teri Nazar Hai Ke Khanjar Sharab Mai was sung by Anup Jalota. The music was given by Anup Jalota

Saqi Teri Nazar Hai Ke Khanjar Sharab Mai Lyrics

Har Adaa Ka Miyaab Dekhi Hain
Gardisho Ka Jaawab Dekhi Hain
Hum Ne Kal Raat Maikade Mein Na Pee
Baate Karti Sharaab Dekhi Hain

Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein
Ek Chaand Dekhata Hoon Main Aksar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Teri Khushi Ke Vaaste Hum Le Teri Kasam
Teri Khushi Ke Vaaste Hum Le Teri Kasam
Khoone Jigar Milaya Hain Aksar Sharab Me
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Hum Dar Gaye Ke Saap Hain Paimaana Rakh Diya
Hum Dar Gaye Ke Saap Hain Paimaana Rakh Diya
Zulfon Ka Tere Aksh Samajh Kar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Nazare Jama Ke Dekha To Mehsus Ye Huaa
Nazare Jama Ke Dekha To Mehsus Ye Huaa
Woh Aa Gaye Hain Bhes Badalke Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Mar Jaaye Maikade Me To Royega Maikada
Mar Jaaye Maikade Me To Royega Maikada
Saqi Peela De Zeher Mila Ker Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein
Ek Chaand Dekhata Hoon Main Aksar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein
Saqi Teri Nazar Hai Ki Khanjar Sharaab Mein

Share your thoughts

Anup jalota live ghazals, Anup jalota ghazals, Ghazal anup jalota, Anoop jalota ghazals, Anoop jalota gazals, Anup jalota live, Sharabi ghazals, Anup jalota, Anup jalota songs, Anup jalota songs playlist, Anoop jalota songs, Jalota, Pashto ghazal karan khan, Pashto rabab mange ghazal, Dard bhari ghazal, Karan khan new ghazal, Dard bhari ghazal 2020, Pashto ghazal almas khan, Ghazal, Pankaj udhas ghazals, Ghazals indian, Classic ghazals, Khanjar se karo baat, Ghazals