Sapnon Ka Gharonda Song Lyrics from the movie/album Hum Se Badhkar Kaun released in the year 2015 starring Mithun Chakraborty, Amjad Khan. The song Sapnon Ka Gharonda was sung by Bhupinder Singh. This movie/album was directed by Deepak Bahry. The music was given by Raamlaxman (Vijay Patil). The lyrics were Penned by Ravinder Rawal. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sapnon Ka Gharonda Lyrics

Baste Baste Basale Man
Barso Me Abad Hua
Ek Sayyad Ki Najar Lagi To
Pal Bhar Me Barbad Hua

Sapno Ka Gharonda Tuta
Sapno Ka Gharonda Tuta
Halat Ke Is Tufa Me
Tinke Se Tinka Chuta
Sapno Ka Gharonda Tuta
Sapno Ka Gharonda Tuta

Jane Ab Ye Nek Bane Ya
Ke Badi Ke Shikar Bane
Apni Manjil Par Pahuche
Ya Raho Ke Khar Bane
Jane Ab Ye Nek Bane Ya
Ke Badi Ke Shikar Bane
Apni Manjil Par Pahuche
Ya Raho Ke Khar Bane
Kis Mod Pe Masumo Se
Mamta Ka Saya Chuta
Sapno Ka Gharonda Tuta
Sapno Ka Gharonda Tuta

Dil Ke Tukde Bhi Khoye
Mang Se Lali Ruth Gayi
Dukh Ki Agan Me Jali Dukhiya
Koyla Bani Na Rat Bhayi
Dil Ke Tukde Bhi Khoye
Mang Se Lali Ruth Gayi
Dukh Ki Agan Me Jali Dukhiya
Koyla Bani Na Rat Bhayi
Aachal Ka Sukh Bhi Khoya
Kajan Naino Se Rutha
Sapno Ka Gharonda Tuta
Sapno Ka Gharonda Tuta
Halat Ke Is Tufa Me
Tinke Se Tinka Chuta
Sapno Ka Gharonda Tuta
Sapno Ka Gharonda Tuta.

Share your thoughts

No Keywords