Sapne Khile Hue Song Lyrics from the movie/album Turning 30!!! released in the year 2016 starring Purab Kohli, Gul Panag. The song Sapne Khile Hue was sung by Suhas Shetty. This movie/album was directed by Alankrita Shrivastava. The music was given by Siddhartth, Suhash Kulkarni. The lyrics were Penned by Rakesh Kumar (Kumaar). The music rights for song purely belongs to T-Series

Sapne Khile Hue Lyrics

Sapne Khile Hue Rango Se
Udhe Hue Patango Se
Ambar Se Hain Unche
Tukde Buje Hue Suraj Ke
Abhi Abhi Hai Chamke
Roshan Hai Umidein
Dis Bahane Aah Ke
Saare Armaan Nindon
Se Jaage Hain
Ab Toh Pichay Kuch Nahi
Jinhe Milna Hai Manzar
Woh Aagey Hain
Pa Ra Ra Pa Ra

Khud Ko Dhoonda
Yahan Doosron Mein
Bas Batakte Rahe Faaslon Mein
Waqt Banke Lehar Beh Gaya
Jaate Jaate Madar Keh Gaya
Jise Doondhte Hain
Woh Khushi Apne Andar Hi Rehti Hai
Hai Khud Mein Jahan Tera
Zindagi Bhi Humse Yeh Kehti Hai
Pa Ra Ra Pa Ra

Ab Hai Chehra Naya Manzilon Ka
Ab Safar Hai Naye Silsilon Ka
Humsafar Banke Yeh Hausla
Nayi Disha Mein Kahin Le Chala
Mila Hai Jo Raasta Inn Kadmon
Mein Chalne Ki Khwaish Hai
Jinne Dekha Door Se Unn
Lamho Ko Chune Ki Koshish Hai
Pa Ra Ra Pa Ra

Sapne Khile Hue Rango Se
Udhe Hue Patango Se
Ambar Se Hain Unche
Tukde Buje Hue Suraj Ke
Abhi Abhi Hai Chamke
Roshan Hai Umidein
Dis Bahane Aah Ke
Saare Armaan
Nindon Se Jaage Hain
Ab Toh Pichay Kuch Nahi
Jinhe Milna Hai Manzar
Woh Aagey Hain
Pa Ra Ra Pa Ra.

Share your thoughts

No Keywords