Sajan Ye Mat Janiyo Song Lyrics from the movie/album Saaranga. The song Sajan Ye Mat Janiyo was sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi. The music was given by Sardar Malik. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Sajan Ye Mat Janiyo Lyrics

Sajan Yeh Mat Jaaniyo
Piya Kaise Milu Tumse Mere Paanv Padee Janjir
Hriday Me Agnee Sulage Nainan Se Barase Nir
Mere Paanv Padee Janjir
Duniya Se Hai Kya Shikwa Meree Ruth Gayee Takdir
Laakh Jatan Kar Har Gaya Sujhe Naa Koyee Tadbir
Meree Ruth Gayee Takdir, Piya Kaise Milu …
Duniya Se Hai Kya …

Kaise Dur Karu Yeh Duree, Samajh Nahee Mai Paatee Jee– (2)
Jo Mai Hotee Ban Kee Chidiya, Pankh Laga Udd Aatee
Udane Lagee Thee Udd Naa Sakee, Kismat Ne Maara Tir
Piya Kaise Milu… Duniya Se Hai Kya…

Phul Mile Kam, Kaante Jyada, Bij Yeh Kaisa Boya Jee O
Maalik Tere Jag Me Jisne Pyaar Kiya Woh Roya
Aansu Ke Rango Me Rang Daalee Pyaar Kee Yeh Tasvir
Piya Kaise Milu… Duniya Se Hai Kya…

Share your thoughts

Mangeshkar, Sardar malik, Best of sardar mallik, Salona sa sajan hai aur main hoon lyrics, Lyrics of salona sa sajan hai aur main hoon, Salona sa sajan hai aur main hoon with lyrics, Salona sa sajan hai aur main hoon lyrics in hindi, Lata mangeshkar, Saranga, Salona sa sajan hai karaoke, Naino ki mat suniyo re naina thag lenge, Mohammed rafi, Asha bhosle salona sa sajan hai aur main hoon, Naino ki mat maniyo re, Salona sa sajan hai aur main hoon asha bhosle