Saiya Ne Bheje Jo Pyar Bhare Parche
Logo Ne Dekh Liya
Hone Lage Charche
Mai To Gali Gali Ho Gayi Re Badnaam
Allah Meri Tauba
Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Ra Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Saiya Ne Bheje Jo Pyar Bhare Parche
Logo Ne Dekh Liya
Hone Lage Charche
Mai To Gali Gali Ho Gayi Re Badnaam
Allah Meri Tauba
Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Ra Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Chori Chori Unka Meri Gali Aana
Mujhe Kya Khabar Thi Banega Fasana
Unse Judai Hone Se Pahle
Unse Judai Hone Se Pahle
Kabhi Pata Na Tha Hoga Ye Anjaam
Allah Meri Tauba
Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Ra Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Khuli Hui Julfen
Udi Hui Rangat
Neend Bhari Aankhe
Bujhi Hui Surat
Meri Ye Halat Jisne Banai
Meri Ye Halat Jisne Banai
Use Koi Nahi Deta Hain Iljaam
Allah Meri Tauba
Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Ra Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Dil Hi Lagaya
Bura Kya Kiya Hain
Duniya Nigodi
Jane Kyu Khafa Hain
Is Gam Me Aisi Khoi Hui Hu
Is Gam Me Aisi Khoi Hui Hu
Mujhe Hosh Nahi Subah Hain Ki Sham
Allah Meri Tauba
Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Ra Ab Na Lungi Mohabbat Ka Naam
Saiya Ne Bheje Jo Pyar Bhari Song Lyrics from the movie/album Insaaf released in the year 2018 starring Dara Singh Randhawa, Praveen Chaudhary. The song Saiya Ne Bheje Jo Pyar Bhari was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Radhakant. The music was given by Usha Khanna. The lyrics were Penned by Asad Bhopali
Share your thoughts