Sahib Song Lyrics from the movie/album Bhoothnath Returns. The song Sahib was sung by Rituraj. The music was given by Ram Sampath. The lyrics were Penned by Munna Dhiman

Sahib Lyrics

Sahib Nazar Rakhna Maula Nazar Rakhna – 2
Tera Karam Sabko Mile Sabki Fikar Rakhna
Saahib Nazar Rakhna Maula Nazar Rakhna

Naa Aadmi Ki Aadmi Jhele Gulamiyan
Naa Aadmi Se Aadmi Maange Salaamiyan
Jo Fark Paida Ho Rahe Woh Fark Gark Ho
Sabko Barabar Baant Ye Dharti Ye Aasmaan
Koi Bhi Na Ho Dard Mein Sabki Khabar Rakhna
Sahib Nazar Rakhna Maula Nazar Rakhna – 2

Sab Sar Utha Ke Chal Sake Sabko Ye Bal Mile
Koi Kisi Awaaz Ko Daata Kuchal Na De
Yahan Kaam Bhi Sabko Mile Aaraam Bhi Sabko
Mehnat Kare Jo Aadmi Mehnat Ka Phal Mile
Har Bol Pe Har Baat Pe Apna Asar Rakhna
Sahib Nazar Rakhna Maula Nazar Rakhna – 2
Maula Maula

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Bhoothnath returns, Bhootnath returns, Sahib bhootnath returns, Bhoothnath returns songs, Honey singh bhoothnath returns song, Bhoothnath returns trailer, Sahib ram sampath, Bhootnath returns amitabh bachchan, Bhootnath returns songs, Bhootnath returns full movie, Bhootnath 2, Party with bhootnath songs, Bhootnath 2 songs, Bhootnath returns trailer, Bhhotnath returns party toh banti hai, Bhootnath songs, Sampath nandi, Ram sampath (composer), Bhootnath 2 full movie